this is love for sure. both of them are in love.pls dont separate them.and pls dont drag tanmay in between. he's a nice boy. i dont want him getting hurt.
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 21st Sep 2025 - WKV
🏏India vs Pakistan, Asia Cup-Super Four, Match 14 (A1 v A2) Dubai🏏
HONEYMOON🏩 20th and 21.9
Star Parivaar Ki Favourite Saas
Downfall is Real! No one even cares for SPA pics this year
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 21, 2025 Episode Discussion Thread
Meri ragon main to aapka khoon hi nahi hai
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 22 Sep 2025 EDT
Saiyaaara spoof
Let's Discuss Abhir
H-1B Visa Crisis: Families Forced to Return, Futures at Stake
👻😈😈😈Mask Of Zorro😈😈😈👻
Jobless Poddars
Happy Birthday Kareena Kapoor 💐🎊
ENTRY INTO RESORT 22.9
King leaked pictures - Shah Rukh, Abhishek and Suhana
Thread for Round 1 Nerdtastically Navratri
Nine Nights of Devotion - Shubh Navratri
Screening - Mera Desh Pehle - The Untold Story Of Shri Narendra Modi
Mardaani 3 Rani Mukherjee 27 Feb 2026
Uff the feeling of love... 😳 Thats what happens when you're in love everything around you seems so happy and "In love". Aww it feels so great to see her so happy, and smiling.. Mayank ke khawbon main itna dhoob gaiy hai ke bechara Tanmay bhi nahi yaad raha...
Aur ab Tanmay ki bhaari hai apna hunhar dikhane ka...Waise I liked the scene, he won and she came and hugged him as a friend. But its nice to see her supporting him..
Nupur-Abhi..😆 lekin Tanmay kyun aya... Mujhe Jhansi ki Rani dekhni thi..
Neeela... what have you done to me?? Mujhe toh Mehak bhi nahi pasand thi... 😲
One thing Nupur-Tanmay darakht ke neeeche khare thy jab bijli chamak rahi thi... ? Maine suna hai jab bahir bijli chamak rahi h toh darakht ke neeche nahi khare hote or basically anything dark...Yeh marrna chahte hain? 🤔
But wonderful update, I loved the first part of it, smiled throughout the whole the first part... 😳
~~~~~~~~~~~~~~
khamoshi se seh lete hai judaai
tu yeh na soch k tera saath mera muqaddar nahi
tujhe aise hi jaane diya iss zindagi se
tu yeh na soch k humko tera intezar nahi
kabhi to hamari ruthi hui taqdeer maan jaayegi
tu yeh na soch k humain Khuda pe aitbaar nahi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
-Laiba
Half century ki bohat mubarik ho, dua karte hai centurhy bhi hojaye jald... 😳
-Sorry for being terribly late..-
Originally posted by: drfizaahmed
shoking...
...Kitni khubsoorat hoti hain na yeah kahniya'jasy chay likh do'jasy chay rang bhar do'.aj lag raha tha jasay ek shayir ny apn pora dil nikal ker rekh diya ho'.ek ajeeb sa ehassa tha aj ap ki tahreer mein '.
Dekhny mein ap kasi hain''yeah jawab jo Myank ny diya ..woh itna hasseen tha'hum bulkul kho gay'aur ek muskrahat agai humary chehray per'.
N thn'.jab woh apna guzara hoa kal yaad ker rahy thy'.aur woh ABHI'wali baat'kitni massom se jazabat thy aur hain'..lol im still laughing on tht '.
Aur phir itna baar surprise'.hum ny soch abhi nhi tha k yeah sawal itni jaldi ajay ga'..hum hairaan hai'.aur thoray pareshan bhi'.Mayank ny kiya soch ker yeah fasal liya'hum abhi bhi nhi jantay'per Nupur ny tu bs apny dil k suni'.magir is waqt ..hum sach mein is paal ko mehsoos kerna chatty hain'ek mukamaal ehass tha is mein'.aur un ke khamoshi un k elfaz'.evrything 'just perfect 'love it
Dua tu yeahi hai k kismet k nazar na lagay'.per pata nhi kyun yun mayank k achanak ..is traha se'.humain daar lag raha hai'kuch hai'jo andekha hai'
Ek aur khubsoorat aur khamosh ehassa se bahr por tahreer'
PS'Khudaya asa zulm mat kerain'woh 4 lines tu hum update se bhi pehly pahrtay hain'humary bewaquf se dil mein uthy bethy jazabat ke saza unhy na dain pls'..bs us din apki baat ny humain kuch yaad dila diya tha bs'.aur hum ny bilwajahy ap ko pershan kerdiya'..mazraat chatty hain'..
khushi hoi ap k rply dekh ker...woh bhi itni jaldi ...shukria...per buhat efsoos hua yeah dekh ker...k ap ny humain apni dosti k qabil na smhja...fikar n keray hum se dosti mein koi naqsaan nhi ...na hum koi sawal keray ga..aur na kisi cheez ke wazaahat mangay gay...sach...kyun k shayad kuch sawalo k jawab na diyain jay tu hi acha hota hai... aur hum bhi dua keraty hain k Allah humain kisi ka tu sath nibhany k qabil rekhyOriginally posted by: sharneel
Fiza ji..Aadab! waise toh hum itne jaldi comments per jawab nahi de paate aur aapka number bhi kahi readers k baad hai 😉 per aap ke jawab ne humain majboor kar diya. update k baad 3 panno tak kahi readers ne bohat kuch likkha...kisine logically socha aur Tanmay ko Mayank se jora...kisine Nupur ki khushi k saath khud ke jazbaat ko jora..kisine MaYur ki shaadi ki badhaai di...kisine apna khauff bhi zaahir kiya aur kisine Mayank ki izhaar-e-khayal ki taarif ki. per aap woh pehli shaks ho jissne iss kahani me chhupi hui ehsaas ko parha. humnain waqai me iss kisht me apna dil nikaal k rakh diya tha aur hum kaafi dair tak iss baat se bekhabar bhi rahe. aur kamaal ki baat yeh hai k Mayank ne jo bayaan kiya Nupur ki baare me wohi iss tehreer ki sabse kamzor kadi thee. hum waqai me kisike khayalon me itne kho gaye the k humain apne ghalti ka ahsaas nahi raha. isse hi shayed kehte hai dil ka dimagh per haawi hojana 😊
per humain bohat accha lag raha hai Fiza. aaj humain afsos horaha hai k kaash Khuda ne humain iss qabil chhora hota k hum kisise dosti kar paate...agar yeh khush naseebi bakshi hoti to hum aap ke taraf apna dosti ka haath zaroor barhate 😊 filhal to humain iss baat ki khushi horahi hai k hamare alfazon ko aap jaisi qadardaan naseeb hui. alfaaz to bas safaid panno me likkhi siyahi ka daagh hote hai per unhe itne haseen jazbat se zinda karte hai bas aap jaise kuch log. hum bohat shuker guzaar hai aapke Fiza. hamari tehreer ko hamesha aapki zaroorat rahegi..dua karte hai itni si khushi se Allah humain mehroom nahi kare.
-Neela
COVER BY AISHWARYA (Mystic_Muse) SUMMARY Suzanne Miller , an Indian Origin Canadian Citizen adopted by the Miller family, who goes on a quest to...
This story has been inspired by the 2002 Malayalam film Nandanam, and was written at the request of Jasminerahul. It is my humble attempt to...
In Every Birth, Find Me The night air in Mathura was thick with monsoon rains. In her small room lit only by a flickering diya, Radhika drifted...
Whispers of Maya The glass towers of Delhi glittered under the cold moonlight, but inside the corner office of Ruan Publications, darkness...
Intro: Rudra fakes a relationship with his best friend Soumya to impress glamorous Bhavya-but ends up falling for the one girl who truly knew...
35