part 44
After the ceremony as everyone leave for their home.
Pratham walks to sujal.
Pr-chal, main chlata hoon. Ab khush naa?
s-pata nahi.
Pr-kya??? Teri shadai ho rahi hai kashish se, tere pyaar se ab bhi tu khush nahi hai?
s-kya wo khush hai?
Pr-kya wo dukhi hai? Mujhe to kisi angle se nahi lagi
s-maine use keh dia hai
pr-ab kya keh dia?
s-yehi ki agar wo mujhse shaadi nahi karna chahti aur ye sagai todna chahti hai to she is free to do so, there is no pressure on her. Wo mujhe mana kar sakti hai.
Pr-arre ! wo mana nahi karna chahti to zabardasti mana karvayega kya? Dekha nahi kitni khus thi.
s-ka pata andar…
pr-kya kare who, stamp paper pe sighn karde. Agar usne tere ye kehne pe mana nahi kiya to iska matlab saaf hai naa ki wo mana nahi karna chahti hai. Mana karna hota to wo khud hi kar deti wo.
S-pata nahi, ek darr hai…
Pr-tu pagal ho gaya hai, chal main chalta hoon. Bye. Aur zyada sochna band kar de too, samjha?
Pr goes.
+++++++++++++++++++++++++
Its late night everyone in kashish's house is sleeping.
She slowly picks up her phone & dials sujal's no.
s-hello
k-main bol rahi hoon. Kya kar rahe the?
s-main? Wo…abhi bass aaya tha…was changing…
k-oh itna late?
s-pratham se baat kar raha tha, islie.
k-oh wo tumhara dost, achcha hai wo…pata hai maine to ghar aake change bhi kar liya aur main abhi sone jaa rahi thi, phir socha tumhe phone karke tumse baat kar loon. Tum to kabhi phone karoge nahi naa.
s-wo…
k-waise, achche lag rahe the tum aaj, bohot achche. Waise tumne pucha nahi main kya kar rahi thi?
s-kya kar rahi thi?
k-bed pe lete lete soch rahi thi.
s-ok
k-pata hai kya soch rahi thi?
s-kya?
k-tumhare beere mein soch rahi thi [she looks down as her cheeks turn pink]. Waise pata hai tumhe pata hai parso mehendi hai, phir haldi hai phir shadai hai.
s-hmm
k-to iska matlab hamare paas bas shopping ke lie bass kal ka din hai naa. Achcha, tumne shadai ki shopping kar li?
s-nahi
k-maine bhi nahi, thik hai , ek kaam karte hain kal saath mein chalte hain. Kyun, thik hai naa? Tum kal free ho naa.
s-ok..emm as you say…
she smiles.
k-ok, kuch kaho naa.
s-kya?
K-khair chodo. So jao. Good night. Sweet dreams. Kal subah lene aa jaana mujhe time pe.
s-ok, bye.
k-bye bye.
201