Originally posted by: Sanskruthi
🤗
This one is for u priya for the long update vaah...long ud k 11 jhappiyaan...!!! meri toh life ban gayi...!!! 😆 🤗 🤗 🤗 🤗 🤗 🤗 🤗 🤗 🤗 🤗 🤗
Kaaaaaaaaaaaaaash har bar itna long update padhne ko milta to kitna accha lagtha ,ha.ha..ha pata hai aap ka kamar mei problem hogi par don't worry hum sab dost haina moov kya saare pain relief ko sponsor kardenge 😉aur us k baad mere naam k aage LATE lag jata...kyoun...???😆
Priya jee .........lagtha hai app iss ud mei saare emotions ko ek saath balance karna chahthi hai ek taraf khush kardi us army officer ko reveal kiya as raj socha chalo hamare expectations iss baar bachgaye naina ne bhi raj ko pehchan liya parrrrrrrrr the end part mein raj aur naina ko rula diya aur saath saath hum sab ko bhi 😭 yeh mera fav kaam hai...😆
Jokes apart, the update is really nice 👏 Thanxxx a lot Yogitha...!!!😃
good work 👏Thanqqqq sweety...😃
Har kadam par naina ke feelings bahut acchi tarah se describe kiya ...!!! tumhe toh vaise bhi mujhe jhaad par chadhana achha lagta hai na...toh phir der kis baat ki hai...!!! chadhao...vaise tum ne Raj ko kah diya hai na...!!! use hi aana padega mujhe utarne...aur tum ne vaada bhi kiya hai...!!!😆
Naina kitna confused hai pehale ,bechari kitna koshish ke us army officer ko pechane ki par kamyab nahi ho payee 😲
The way naina finally realized about raj is awesome,I think raj kehne wala tha "I trust u naina ah singh but rukgaya'''agar kaha to naina ko pata chal jayega na isiliye nahi kaha hai na arre vaah...tumhare paas toh dimag bhi hai...tum ne kitne achhe se yeh baat guess kar liya...!!!😛
Naina aaj bhi kitni acchi tarah se samaj thi hai raj ki ankhon ka isharon ko aaj bhi matlab...??? mere har fic me use Raj k ankhon k isharon ko samajhna padega...!!!😛
They all tackled well with the terrorists par raj ko goli laggayee 😭ab yeh toh hona hi tha na...😛
naina ne jab pehchan liya raj ko tab usne kuch nahi kaha aur raj ko ye samaj mein nahi aaraha ki kyun usko naina avoid kar rahi hai 😭😭ab sara kiya dhara Raj ka hi toh hai na...ab bhugte...😆
naina kitni dard mein hai,usko medicine ka jalneka ehsaas bhi nahi 😭😭us medicine ki expry date chali gayi thi na isiliye...😆
ye kya naina aise kyon soch rahi hai ki wo raj ko is galti ke liye kabhi maaf nahi karegi aur usne raj ka gift bhi waapas kardi 😭ullu ki patthi hai yaar...!!! tu us ki tention mat le...main hun na...😃
Raj ko jab pata chala ki naina ne use pehchanliya to wo baag kar aya par naina ka bus ja chuki thi,naina raj ka awaj suna bhi par mudh ke nahi dekhi..........ek baar wo sun lethi ki raj kya kehna chahtha hai,naina ka gussa hona apni jagah par sahi hai,phir bhi raj ko ek chance dena chahiye na apne baat batane ke liye ...in sab baton ko sochne k liye dimag chahiye...aur naina k paas is ka akaal pada hua hai...toh bichari kya karti...😆
The song suits perfectly well with the situation mujhe thoda sa doubt tha...!!! chalo tumhara approval mil gaya...!!!
Naaz ne gunny ki chot par band aid laga diya .........how sweet
Ye naaz kya gunny ko already janthi hai.......par question is kaise? yeh toh mujhe bhi nahi pata. par dont worry jaise hi pata chalega main tumhe bata dungi...!!! pakka promise...😃
once again nice update 👏 dont misunderstood ke ye taarif raj aur naina ko milke bhi na milne ka barabar ke liya hai but for the way u portrayed the emotions of both of them matlab tarif me bhi tum ne meri taang khinch hi li...😆
Ab akhir mein ek special request hai please agli ud karne ke liya Christmas tak wait mat karna......... U guessed it right,maine aisa kyun kaha,eid ka gift hogaya,diwali ka bhi hogaya,aur mujhe ab Christmas hi nazar aarahi hai.........par wo bahut durrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr hai,so in between 2 or more ud hum ko padahne ko millenge to we really don't mind 😉nahi...itne dur ki toh main bhi nahi soch rahi hun, ab se na...main apne sare fics ko jaldi jaldi ud karungi...!!! thoda chota hoga...par regular hoga...😃
HAPPY DIWALI TO YOU TOOOOO
290