Originally posted by: Sweet-Lioness
Romantic part...par asusall...tere har ud ki tarah MAST...
thank u so much Priya 😳 😳 😳
raj bhi na kitna badmash hai...!!! naina ko packing hi nahi karne de raha tha...!!! naina ne achha kiya jo use subah nahi uthaya aur apna kaam khatam kiya...varna...voh toh kuch karne deta nahi... aur honeymoon pe kya khak jate...ha ha ha
Haan varna us ko to bus ek hi kaam hai jab ki Naina ko bahut saare kaam hain. 😆 😆 😆flight me naina ka darr bhagane k liye raj ne achha medicine diya...kam se kam naina ka darr toh kamm ho gaya...!!! aur yeh sahi kiya tune jo unhe last seat dilwayi...ha ha ha
accha hai na, newly wed couple ko last seat ki jyada jaroorat hoti hai 😉 😉 😉ab raj k kya kahne...abhi toh voh sab kuch apni marzi ka hi karega na...??? par naina bhi kamm nahi hai...voh use itni asani se us ki mann mani karne nahi degi...raj ko toh use ghumane le hi jana padega...pakka...ha ha ha
aise thode na, jab jo man aaya karega Raj, ab us ko Naina k mood ka bhi dhyaan rakhna padega 😃 😃 😃sorry for d late comments...
It's ok n tere liye sorry is not allowed samjhi 😡 😡 😡
Thanks a lot 😊 😊 😊
😊
30