Originally posted by: Shaina_b
Too good!!!!!Awesome!!!!!
Thanks Shai.ππNaina ne jab pucha ke Vyom kaha hai toh Karan bahana banake chala gaya!!!!!π π π πKya karta Vyom ne mana kiya hai na ye sab batane k liye.ππVyom ush admi se pucch raha hai magar woh batane ko taiyaar nahi hai!!!!!π π π π π
Karan ne maarne ki dhamki di toh sab kuch ugalne wala tha!!!!!Maut k dar se sach nikal hi jaata hai na.ππLekn usse kisine sar pe goli mardi aur gaadi tez chala ke bhaag gayi!!!! Damn it!!!!!!π‘ π‘ π‘ π‘ π‘ π‘ π‘ π‘ π‘Itna asaan nahi hai sach ka pata lagana.π₯±π₯±Vyom ne Karan ke dimaag ko faltoo kaha toh Karan kehta hai uske dimaag ko faltoo ne kahe!!!!!π π π π π π π π π π€£ π€£ π€£ π€£
Naina aagayi!!!!!π π π πVyom toh samaj hi nahi paya ke Karan ke dimaag mein kya chal raha hai!!!!π π π πHaan yaar itne mehnat se bechara Karan idea sochta hai aur Vyom us k dimaag ko faltoo bolta haiππ. Ab bechari Naina ko fool banae k liye kuch to sochna tha na.ππKaran bahut drama build up kar raha hai!!!!π π π π πKisi reality show ka host tha kya pehle??π‘ π‘ π‘ π‘ π‘
Karan ne bhi naa kya excuse banaya!!!!!π π π π
Usi ki tarah nautanki bhara excuse tha.ππThe song is very nice!!!!!π π π πThanks.ππVyom Naina ko hi dekh raha hai and Naina is feeling uncomfortable!!!!!π π π π π π π π π π π π
Jan nazrein milti hai toh woh apni nazrein jhuka leti hai!!!!!!π π π π π π π πHaaaiiii!!!!!π π π π π π³ π³ π³ π³ π³ π³
Hai par Vyom is tarah dekhega to koi bhi sharma jaayega.π³π³Karan ko Ambala acchi lagi!!!!π π π πAur woh KMA ghumna chahta hai!!!!!!Naina is not happy magar phir bhi maan gayi!!!!!π π π π
Kya kare doston k saath kabhi kabhi apne gum bhulane padte hain na.Vyom ko pata hai ke KMA ke mention se woh dukhi ho jaati hai!!!!!π π π π π π π πInteresting!!!!!π π π π π π πYeah but Vyom hi nahi Karan ko bhi pata hai ye baat.π²π²Waha pahuch gaye toh kisine Vyom ko Rajveer Sir bulaya!!!!!π π π πAur kyun naa bulaye akhir wohi toh hai Rajveer!!!!!π π π π π π π πBas yeh baat Naina ko pata chalne ki der hai!!!!!π π π π π π
Dekho abhi kis ne kya bulaya aur Naina kaise sab ko batati hai sach. ππ
272