Originally posted by: surabhi01
My mother view about anupama .she said that ki anupama chodo baa ko chahe Kitna bhi Karo dusht insaan badalta nahi hai
She some how agree with anuj that anupama that line draw karke rakho but she totally disagree on anuj that anuj choti anu ki wajah se anupama se baat karna chod raha ..he can't force anupama to take care of little anu like agar tum little anu ka care karogi to hum tumse baat karenge agar nahi care karegi hum tum se baat nahi karenge
My mother told phir yeh pyaar nahi samjhouta hai Ek Tarah contract hai Matlab ek Tarah se tum anupama ke saamne shart rakh Rahe ho Jo ki galat hai
And also she said jub Anuj khud hi sabse pehle shah mein ghuste they ki mujhe parivar chahiye ab choti anu ke liye anupama se baat karna band Kar raha hai
My mother clearly told ki adopt aur orphan girl anuj anupama pe force nahi kar sakta . Kyonki anupama ke khud ke teen bache hai uski poti hai to anuj anupama ke andar adopt girl ke liye mamta jaagane ke liye kaise force kar sakta hai
She told that agar koi kahe mujhe mujhe apne bachon ke saath relationship ship rakhna hai yeh mujhe pasand nahi so Anuj should not told ki anupama ko poti Pari apne teen bachon ka khayal rakhna chahiye ki nahi yeh anupama ki marji woh apne bachon ke saath kaisa relationship rakhna chahiye
.mu mother was angry on Anuj ki because of choti anu .anu ko ek trophy nahi mili uske liye tum anupama se baat karna chod Rahe ho ?
And said ki ki Anuj ne itni. Jaldi adoption kyon liya ? adoption Lena tha shaadi se pehle batata
35