Dialouges from Zindagi Gulzar Hai? - Page 3

Created

Last reply

Replies

23

Views

37.8k

Users

10

Likes

53

Frequent Posters

NiharikaMishra thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 8
Posted: 11 years ago
#21

Originally posted by: -Zahra15-

Main miss karoongi???!!!
Miss toh Shayad ek chota Lafz hai in ehsaassaat ke liye joh Main tumhaare liye rakne Lagi hoon. Aur Ab Main apne aap se Darne Lagi hoon. Kisse se Mohabbat Insaan ko bahut kamzor Kar deti hai. Bahut bebass, majboor, mahkoom Aur Mujhe in teenon cheezon se Nafrat hai. Lekin iss ke bawajood Tum mere Zindagi ke markaz bante Jaa Rahe ho.

Tum mujh se poochte ho ke Mujhe tumhaari kaun si baat Achi Lagti hai.Main tumse kaise kahoon ki Mujhe tumhari kaunsi baat achchi nahi lagti. Apne ird gird tumhara ghoomna, Mere wajood se na hatne waali tumhari gehri bolti nazrein, tumhari har waqt ki tawajjo, tumhara jaan chirakne wala har andaaz, har baar jab tum Mere Maa Baap ke liye aehteraman se khade ho jaate ho, to Main tumhare samne jhukne lagti hoon.

Aur kya Kuch nahi Joh Mujhe tumhaare saamne mohm nahi banaata.

Iss chote ghar ke iss pankhe waale Kamre Mein tumhaari gehri neend, mineral water ke bottle dhoondne ke bajaye, nal ka Paani peena, hand wash chorke ek saaste saaboon se haath dhona, apne plate ko meri Maa ke pakke huwe khaane se baar baar bharna...

Par Main yeh Sab tumko kabhi nahi bataaoongi, tumhaare Har Vaade par hassoongi, tumhaari Har baat ka mazaaq uraaoongi...

Tum Mujhe sangemarmar samajh te ho, toh samajhte raho. Main tumhaare saamne reth ki deewar nahi ban Sakti. Mujhe tooth jaane se khauf Aati hain.

A trillion thanks to you Zahra for listing this down!!! 🤗
This one is the most priceless of all monologues in the show!
As I read it, I could actually hear Sanam's powerful voice ringing in my ears saying all this. This scene touched my heart the most, only to be followed by Kashaf's confession scene in the last epi.
Oh sorry, no spoilers here, nahi to naye viewers ke liye badaa masla ho jayega 😆
Edited by NiharikaMishra - 11 years ago
-Zahra15- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
#22

Originally posted by: NiharikaMishra

A trillion thanks to you Zahra for listing this down!!! 🤗
This one is the most priceless of all monologues in the show!
As I read it, I could actually hear Sanam's powerful voice ringing in my ears saying all this. This scene touched my heart the most, only to be followed by Kashaf's confession scene in the last epi.
Oh sorry, no spoilers here, nahi to naye viewers ke liye badaa masla ho jayega 😆


Masla huh 😆 I can see the effect of ZGH on forum members 😆


@mistletoe you're welcome :*
Amrita_12 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 11 years ago
#23

Originally posted by: -Zahra15-

Main miss karoongi???!!!
Miss toh Shayad ek chota Lafz hai in ehsaassaat ke liye joh Main tumhaare liye rakne Lagi hoon. Aur Ab Main apne aap se Darne Lagi hoon. Kisse se Mohabbat Insaan ko bahut kamzor Kar deti hai. Bahut bebass, majboor, mahkoom Aur Mujhe in teenon cheezon se Nafrat hai. Lekin iss ke bawajood Tum mere Zindagi ke markaz bante Jaa Rahe ho.

Tum mujh se poochte ho ke Mujhe tumhaari kaun si baat Achi Lagti hai. Main tumse kaise kahoon ki Mujhe tumhari kaunsi baat achchi nahi lagti. Apne ird gird tumhara ghoomna, Mere wajood se na hatne waali tumhari gehri bolti nazrein, tumhari har waqt ki tawajjo, tumhara jaan chirakne wala har andaaz, har baar jab tum Mere Maa Baap ke liye aehteraman se khade ho jaate ho, to Main tumhare samne jhukne lagti hoon.

Aur kya Kuch nahi Joh Mujhe tumhaare saamne mohm nahi banaata.

Iss chote ghar ke iss pankhe waale Kamre Mein tumhaari gehri neend, mineral water ke bottle dhoondne ke bajaye, nal ka Paani peena, hand wash chorke ek saaste saaboon se haath dhona, apne plate ko meri Maa ke pakke huwe khaane se baar baar bharna...

Par Main yeh Sab tumko kabhi nahi bataaoongi, tumhaare Har Vaade par hassoongi, tumhaari Har baat ka mazaaq uraaoongi...

Tum Mujhe sangemarmar samajh te ho, toh samajhte raho. Main tumhaare saamne reth ki deewar nahi ban Sakti. Mujhe tooth jaane se khauf Aati hain.





Thanks a bunch for this, Zahra! This is my MOST favourite dialogue from ZGH.
misspotter thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 10 years ago
#24

Originally posted by: -Zahra15-

Some that I know :

Zaroon : Agar zyaada Taareef ki toh sar pe Chad jaaegi

Zaroon : Tumhaare liye Kyun Aata? Tum ek average looking ladki ho, shakki, Gussa Karne waali bewakoof ladki ho


Zaroon : Hi My Name is Zaroon Junaid Aur aap?
Kashaf : Chudail Awwal.
Zaroon : Excuse me?
Kashaf : Excused


Kashaf : Aap Apna nahi Mera waqt zaaya Kar Rahi hai. Ab aap jaaenge ya yahin khare Rehna hain


Zaroon : Tumhe aage baithne Mein kya problem hain???
Kashaf : Wohi Joh Aapko mere Peeche baithne Mein hai


Zaroon : Ek phone toh Kar Sakti thi. Accident ho sakta tha Mera. Aaj kal Kuch bhi ho sakta hai


Zaroon : Aur jisse mangni ki hai, he goes how he will be shocked on hearing that.
Osama : Ab Tum kaho ge ke tumne Kashaf Murtaza si ki hain.
Zaroon : Le jab pata ho...

Osama's face despite being the shaadi material, Kashaf *rejected* him and got engaged to Zaroon. I could imagine his plight


Zaroon : Kuch kaho Gi nahi?
Kashaf : kya?
Zaroon : Kuch bhi.
Kashaf : Kuch bhi kya?
Zaroon : I think he says Kuch romantic.
Kashaf : toh Tum chahti ho ke main tumse cheap filmy dialogues kahoon ke Zaroon tumhaare bina main mar jaanti bla bla bla...
Zaroon : Tum mujhse yeh Sab kaho Gi"??
Kashaf : Sawaal Nahi Hota.


Kashaf : Maa Baap ke ghar bitha Kar chod Gaye, tab Yaad nahi Aayi?

Others such as:

Chaand dekha?
Haan.
Kaisa hai?
Gol hain.
Gol hain? Chaudavin ka Chaand hai, chakaur thodi na hona hain usse.

Point of difference. Again!!!

Shayad issi ko Zindagi kehte hai. Sab Kuch ideal nahi milte.

Behtar hoga ke aap Mera Naam itni casually na lein.

Main chah ke bhi usse casually nahi Le sakta. She's impossible to ignore. Like my centre of gravity.


Kashaf : Iss Aadmi ki ek ajeeb si aadat hone Lagi hai Mujhe.

There's that one which goes a bit like :

Zaroon: khair am not asking about your year of birth, date of birth ki baat Kar Raha hoon and then she goes like main year bataaoongi date nahi.

Zaroon : Dimaag abhi bhi kharaab hai uski. In fact pehle se bhi zyaada.



And all the diary entries, they are AWESOME =D

Some that I really like are :

Zindagi naamunkinaat ka dusra naam hai. Naamumkinaat, ittefaaqaat, waqeyat. Aur inme se kissi par bhi hamara koi ikhtiyaar nahin hota.


Kyun maan gyi? Kaise maan gyi? Is tarah koyi guarantee koyi assurance liye bagair hi maan gayi. Kuch ajeeb hi masla hai mere saath. Woh maan nahi rahi thi toh bechaini thi, ab maan Gayi toh beyakeeni hai. This is so beginning to sound like the diary of a mad man.


Main tumse ye kaise kahoon ki mujhe tumhari kaunsi baat achchi nahi lagti...apne ird gird tumhara ghoomna, tumhari gehri bolti nazrein, tumhari har waqt ki tawajjo, tumhara jaan chirakne wala har andaaz,har baar jab tum mere maa baap ke liye aehteraman se khade ho jaate ho, to main tumhare samne jhukne lagti hoon.




thnks a lot for posting these awsom dialogues...

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".