Zaroon : Agar zyaada Taareef ki toh sar pe Chad jaaegi
Zaroon : Tumhaare liye Kyun Aata? Tum ek average looking ladki ho, shakki, Gussa Karne waali bewakoof ladki ho
Zaroon : Hi My Name is Zaroon Junaid Aur aap?
Kashaf : Chudail Awwal.
Zaroon : Excuse me?
Kashaf : Excused
Kashaf : Aap Apna nahi Mera waqt zaaya Kar Rahi hai. Ab aap jaaenge ya yahin khare Rehna hain
Zaroon : Tumhe aage baithne Mein kya problem hain???
Kashaf : Wohi Joh Aapko mere Peeche baithne Mein hai
Zaroon : Ek phone toh Kar Sakti thi. Accident ho sakta tha Mera. Aaj kal Kuch bhi ho sakta hai
Zaroon : Aur jisse mangni ki hai, he goes how he will be shocked on hearing that.
Osama : Ab Tum kaho ge ke tumne Kashaf Murtaza si ki hain.
Zaroon : Le jab pata ho...
Osama's face despite being the shaadi material, Kashaf *rejected* him and got engaged to Zaroon. I could imagine his plight
Zaroon : Kuch kaho Gi nahi?
Kashaf : kya?
Zaroon : Kuch bhi.
Kashaf : Kuch bhi kya?
Zaroon : I think he says Kuch romantic.
Kashaf : toh Tum chahti ho ke main tumse cheap filmy dialogues kahoon ke Zaroon tumhaare bina main mar jaanti bla bla bla...
Zaroon : Tum mujhse yeh Sab kaho Gi"??
Kashaf : Sawaal Nahi Hota.
Kashaf : Maa Baap ke ghar bitha Kar chod Gaye, tab Yaad nahi Aayi?
Others such as:
Chaand dekha?
Haan.
Kaisa hai?
Gol hain.
Gol hain? Chaudavin ka Chaand hai, chakaur thodi na hona hain usse.
Point of difference. Again!!!
Shayad issi ko Zindagi kehte hai. Sab Kuch ideal nahi milte.
Behtar hoga ke aap Mera Naam itni casually na lein.
Main chah ke bhi usse casually nahi Le sakta. She's impossible to ignore. Like my centre of gravity.
Kashaf : Iss Aadmi ki ek ajeeb si aadat hone Lagi hai Mujhe.
There's that one which goes a bit like :
Zaroon: khair am not asking about your year of birth, date of birth ki baat Kar Raha hoon and then she goes like main year bataaoongi date nahi.
Zaroon : Dimaag abhi bhi kharaab hai uski. In fact pehle se bhi zyaada.
And all the diary entries, they are AWESOME =D
Some that I really like are :
Zindagi naamunkinaat ka dusra naam hai. Naamumkinaat, ittefaaqaat, waqeyat. Aur inme se kissi par bhi hamara koi ikhtiyaar nahin hota.
Kyun maan gyi? Kaise maan gyi? Is tarah koyi guarantee koyi assurance liye bagair hi maan gayi. Kuch ajeeb hi masla hai mere saath. Woh maan nahi rahi thi toh bechaini thi, ab maan Gayi toh beyakeeni hai. This is so beginning to sound like the diary of a mad man.
Main tumse ye kaise kahoon ki mujhe tumhari kaunsi baat achchi nahi lagti...apne ird gird tumhara ghoomna, tumhari gehri bolti nazrein, tumhari har waqt ki tawajjo, tumhara jaan chirakne wala har andaaz,har baar jab tum mere maa baap ke liye aehteraman se khade ho jaate ho, to main tumhare samne jhukne lagti hoon.