Abhira baar baar ek false narrative audiences ko sunaye ja rahi hai ki woh akeli hai, woh marr bhi jaye toh kisi ko koi fark nahi padta ,koi uske liye nahi royega, armaan ke ghar mai koi usko pasand nahi karta hai , krish se like mera paisa le lo mai kaha iss family ki hu vagera vagera vagera aye din bolti rehti hai a.d completely false narrative project karti rehti hai armaan ki family ka.
I am sure that chachi will cry agar abhira marr gayi toh and chachi ko abhira ki happiness se bahot fark bhi padta hai, woh uss din box le kar abhira ka first-aid karne bhi ayi thi. Abhira ko itna tak dikhayi nahi deta hai ki uss ghar mai chachi uski wellwisher bhi hai and usko like bhi karti hai.
Vidya bhi iske sath acha behave karti hai, uske liye khana bhi bana kar khilane gayi thi, aj kal toh dadi se abhira ka side bhi leti firti hai,abhira ko vidya ki acchai and change of heart tak nahi dikhta hai!!!!
Uss ghar mai kajal and uska beta bhi abhira ko kafi pasand karta hai and apnepan se baat karta hai uske sath.
Chachi ka husband manoj guy and chachi ke bacche bhi abhira marr gayi toh 4 aasu bahaye utna toh usko pasand karte he hai.
Dadi bhi aisi koi buri nahi hai. Unki and abhira ki soch/actions match nahi karte par woh bhi uska bura nahi chahti hai.
Sirf ek fufa ko dil se bilkul pasand nahi hai.
Lekin ek abhira hai jisko hamesha yehi false narrative audience ke samne bolna hota hai ki uss ghar mai koi usko pasand nahi karta, usko apna nahi manta, woh marr gayi toh bhi unko fark nahi padega vagera vagera ,Aur kitna badlight mai tum inko aye din portray karogi abhira!!!!!
10