S3 mein sare namune bhare pade hai
Biji
Deepak ko India mein rakhne keliye Aasma ki shaadi Armaan SE karvai. Lekin Deepak tho Canada chala gaya. Biji ko abhi Deepak ki koi fekar nahi hai
Rano
Ek supportive Mother ki tara behave kar ke Armaan ki shaadi Canadian citizen SE karva ya. Lekin abhi beta Canada jana chati hain, lekin Rano expect kar rahi hai ki Aasma uski help na kare. Agar yeh chati hai tho Armaan shaadi koi Indian larki se hi karva deti
Sukhi
Armaan jis larki se pyar kartha hai uski father dushman hain isliye Aliya ko pasand nahi ki. Lekin Aasma bhi tho dushman ki hi beti hai tho Aasma KO pasad kyun kiya??
Armaan
Aasma KO kehetha hai meri parava nakaro, Biwi ki tara behave nakare. Lekin hudh Aasma ki care kartha rehetha hai ..duniya ke samne Biwi kehe ke ladai kartha hai
Ekam
SSP hai lekin apni beti kaha hai ..kya Kar rahi hai kuch pata nahi.