This is a one-shot story on how I feel that the things should go and will be fun to watch if it happens.
So, the story starts on the next day after Anupriyabrings Kalyani home from the police station after proving her innocence.
That night Malhar threatens Kalyani that he can go to any extent to avenge his sister’s death and is adamant that he will make Anuyani’s life hell.
This makes Kalyani think all night and be worried for her mother’s safety after witnessing HarThak’s hate towards her and her mother.She comes to the decision that she does not have a choice but to fight back against this injustice for her mother’s safety even if it means going against her love.Q KI CHUP REHNA MATLAB HAAR MAANNA HOTA HAI, and Kalyani wasn’t ready to make herself and her mother suffer for what they didn’t do.
Next day morning HarThak were having tea, anupriya was in the kitchen, mukku was playing with durgaprasad and avni and AS were in their respective rooms.
Kalyani enters the house with a policeman.
Kalyani: good morning malhar ji, good morning kaka, wohaapki guest sahiba kaha hai? Dikhay nay de rai? Waise tho humesha malharji ke aas paas mandrati nazar aati hai, aaj jab zaroorat hai tho dikhai nay de rai. Kahahai? Avni…Avni…kaha ho? Bahar aao..dekho tumhareleiye kuch thofa layi hoon.
Avni comes out and sees Kalyani standing there with policemen, she gives a confused expression.
Kalyani: inspector yehi hai Avni, arrest keejiye isse.
Everyone is shocked.
Sarthak: yeh kya drama hai Kalyani?
Kalyani: drama nay hai sach hai, who kya hai na abhi sab badla badla trend chalraha hai na so maine socha main participate karoon. inke paas arrest warrant hai, aap Lawyer hona, chahe tho padleejiye.
Malhar: kya main jaan sakta hoon ki avni kis baatkeliye arrest kar rahe hai? Usne kiya kya hai?
Kalyani: Attempt to murder, Mera
Sarthak: kya Mazak hai? Avni ne tum par kab murder attempt kiya? Jhooti case mein fasana chahti ho usse?
Kalyani: drama karna.jhooti. jhooti case mein fasana yeh sab iss avni ki fitrat hai meri nay.
Malhar: Kalyani kya kehna chahti ho saaf saaf kaho.
Kalyani: aapko yaad hai uss din kisi ne laddon mein glass powder milaya tha and uski wajah aapki jaan par ban aayithi?
Malhar: haan, woh tho tumne hi kaha tha na ki shopkeeper ki galti se hua woh sab.
Kalyani: thab main ne avni ko bachane keliye jhoot bola tha. Sach tho yeh hai ki unn laddon mein glass powder avni ne milayiti muje maarne keliye. Galti se who laddo aapne khaliye aura ap ki tabyat bigadgai thi.
Sarthak: kya? Kya bakwaas kar rai ho? Avni ayisa qkaregi? Aur kya sabot hai tumhare paas ki who sab avni ne kiya tha?
Kalyani: muje pata tha kia ap aur mere pati Parmeshwarbina sabot ke kuch maante hi nay ho. Isliye main apne saath sabot le aayi hoon.
Kalyani takes out a CD from her bag and plays it in front of all.
It was a footage of CCTV camera in which Avni gets into kalyani’s car and mixes glass powder in the laddos that Kalyani bought.
Avni shivers with fear seeing all this.
HarThak and anupriya are shocked. Malhar’s face turned red with anger.
Kalyani: agar aapko iss footage par bhi vishwaas nayhai tho apne saat uss furniture shop ke worker ko bhi kekar aayi hoon jisse avni ne paise dekhe ek glass sheet ko powder banane keliye bolata.
Worker: haan sir isi madam ne muje paise diye the yehkaam karne keliye.
Malhar: tumhari himmat kaise huyi yeh sab karne ki? Galti meri hai jo sab ke baton mein aake tumhara sahara banne chala tha. Tum ithni gir sakti ho main ne kabhi nay socha tha. Sharam aani chahiye tumhe.
Avni: Malhar, ayisa mat kaho Malhar, yeh sab main ne Kalyaniki wajah se kiya hai, main darr gayi thi ki Kalyani tumhe mujse cheenlegi. Please muje maaf kardo malhar.
She starts crying..
Kalyani: cheeloongi? Kya cheenloongi? Jo cheez jiski hoti hai woh ussiko milti hai. Tumhare ithne koshishon ke baawjood meri aur malharji ki shaadi dubara hogai hai. Jo loge dusron ke cheezon par nazar daalte haiunka humesha yehi haal hota hai jo aaj tumhara hua hai. Inspector isse lejaayiye.
Police arrests avni.
Sarthak: yeh baat tumhe pata thi tho ithne dinon sekuch bola q nay?
Kalyani: muje yeh baat uss hathse ke agle hi din pata chal gaya tha par main yeh soch ke chup thi ki avni pregnant hai aur uske pet mein malharji ka bacha hai. Muje laga ki main Avni ko saza dilwaaongi tho malhar ji ko bhi takleef hogi. But bas yeh aurat apni harkaton se baaz nayaayi. Fake pregnancy ka drama kiya and Usne mujpar jhoota ilzaam lagakar jailbejna chaha. Ayisi ladki ko apni zindagi mein aur apne ghar mein aur tolerate nay karsati. Isiliye isko apne karmon ka phal bhuktne keliye jail bejna hi sahitha.
Malhar: sirf Avni ko hi nay sab ko apne apne karmon kaphal bhukatna hi hoga.
He glances at Kalyani and anupriya.
Kalyani understands what he ment.
She claps her hands and 2 men in black comes in with guns.
Sarthak: ab yeh kya naya thamasha hai?
Kalyani: thamasha nay kaka, security hai. Main DM hoonna aur mere dushmanon ki list kaafi lambi hai, professionally bhi aur personally bhi. Bahut loge mere jaanke peeche pade hai.(She glances at HarThak)tho security tho rakhna banta hai na.
Malhar: lekin tumahri security keliye tho commissioner ne muje rakha than na.
Kalyani: haan par aap tho kudh muje chot pahuchanachahte hai ab chotdenewala aur raksha karne wala dono ek hi kaise hosakta hai.
Malhar looks at her in anger.
Malhar: Yeh mat socho Kalyani ki yeh dono security guardsse darke main tumhe kuch nay karpaaonga, yeh mat bhoolo ki tum meri biwi bhi hoaur band kamre mein main tumhare saat kuch bhi karsakta hoon. Tumhare yeh do guards bhi mera kuch nay bigaad paayenge. Q ki legally tum meri patni ho.
Kalyani: chill malharji Mazak kar rai thi main, yehbody gaurds mereliye thodi hai? Yeh tho meri aayi keliye hai. Yeh 24/7 aayi kesaat rahenge aur aayi ko safe rakhenge. main apna kyaal kudh rakh sakti hoonmalharji, lekin meri aayi ithni bholi hai ki kisike bhi baato mein aasani seeaajati hai isiliye tho loge inke aachai ka kalat faida utakar uspar galati lzaam lagate hai.
Kalyani gets emotional, she wipes her tears and turnstowards malhar again
Kalyani: malharji aap meri baaton par vishwaas kare yana kare ab muje koyi farak nay padta. Q ki aapne saabit kardiya hai ki aap nekabhi muje ya meri aayi ko samja hi nay hai. Isliye ab muje aapse koyi expectations nay hai. Haan lekin ek baat zaroor bolna chaahongi, kayee muje aur meri aayi ko girate girate aap apne kudh ki azron mein na ghirjaaye. Iss baatkya dyaan rakhna.
Anupriya: hum ye saabit karke rahenge ki uss dairy mein jo bhi likha hua hai who sab jhoot hai. Chahe koyi humra saat de ya na de.Kyun ki sach zyaada din chupta nay hai.
Anuyani holds hands and walk towards their room.