rajeevc dubai aa rahe hain .
atlast .
unse baat hui thhi tab unhone bataya tha.
i am so happy yaar.
phele tho unke jaane ke baad pata chal ta tha.
is baar unhi se pucha.
cant belive yaar.
samaj mai nahi aa raha ki mai kya karo.
unse aaj phir baat karungi.
abhi ke liye itna hi baki ka milkne ke baad.