Chapter 8: A strange meeting...
Taani: Onu dekh bura mat manna magar main nahi aa paungi. Dekh na shaam ke 7 toh abhi hi bajgaye hain. Aur phir hum kabayenge. Onu next time.
Anurag: Come on Taani, kya next time, aur itna bhi late nahi hua hai.Main tujhe vaapas ghar drop kar dunga na? Taani tu mere hote hue tension kyun le rahi hai?
Taani: Onu magar main...
Before Taani could speak Anurag interuppted.
Anurag: Taani par-magar kutch nahi. No excuses. Main tera bahar wait kar raha hoon. Tu ready ho ja.
Saying this Anurag left.
Taani(in her mind): Main Onu ko mana kyun nahi kar payi?
After 5 minutes.
Taani: Chalein...
Anurag: hmm..
...
Taani and Anurag go in the Cinema theatre. After 3 hours they came out.
Anurag: Film bohat acchhi thi na.(unwillingly)
Taani: Hmmm...Aakhir..
Anurag: Shahid ki jo film thi.
Taani: Right.
Anurag(in his mind):Hey bhagvaan. Kya jamana aa gaya hai. Jiski main film bhi main dekh na pasand nahi karta uski aaj taarif karni pad rahe hai.
Anurag led Taani to his car and opened the door for her.
Taani:(expression)
Anurag was about to sit when he saw Nupur. Nupur too saw Anurag. She was shocked to see him with Taani, outside the theatre. She avoids him and leaves the place.
Anurag: Nupur...
Anurag sat in his car.
Taani: Kya hua Onu, tu kuch tension mein lag raha hai?
Anurag: Nahi aise koi baat nahi hai.
Taani: Onu sure?
Anurag: Ya.
Anurag dropped Taani outside her house.
Anurag: Bye Taani. Aur kal tu aur Mouli aana jaroor.
Taani: Ok, Bye!
Ans she left.
...
Anurag(in his mind): Ye Nupur ko kya ho gaya. Mujhe usse baat karni hi hogi.
Anurag turned his car back(towards Nupur's house).
At Nupur's house.
Ting tong...ting tong...
Nupur opened the door.
Nupur: Onu tu yahan?
Anurag(angrily): Kyun nahi aa sakta?
Nupur: Aise koi baat nahi hai(leading Anurag inside the house).Mujhe laga aajkal tu bohat busy ho gaya hai. Naye dost jo ban gaye hain. Ab humari yaad kaise aay gi.
Anurag: Nupur, tujhe patah hai aise koi baat nahi hai.
Nupur: Main jaanti hoon tabhi keh rahi hoon. Joh insaan library mein kadam tak nahi rakhta tha voh library jaata hai. Jis insaan ko film dekh na nahi pasand voh film dekhne jaata hai. Sirf aur sirf Taani ke liye.
Anurag:Haan voh sirf...
Nupur(interpretted):Jahan dekho, jidhar dekho sirf Taani, taani aur Taani. I am sure jab tujhe Taani ke baare mein patah lage ga tabh tu pachtayega aur tabh tujhe patah chalega ki main kitne sahi thi aur tu kitna galat.
Anurag: Nupur! Tumhari himmat bhi kaise hui Taani ke baare mein ye sabh kehne ki.
Nupur: Anurag aaj tujhe humari dosti se jyada us Taani par vishwaas hai.
Anurag:Bas...!! mein Taani ke khilaaf ab ek aur shabd bhi nahi sun sakta.
And Anurag left.
...
Next Day
Ring ring... Taani's phone was ringing. She picked it up.
Taani: Haam Mouli. Kaise hai? Aur kal time par ghar toh pohach gsyi thi na?
Mouli: Haan baba main theek-thak pohach gayi thi.Aur tu batah?
Taani: Kya bataun? Tu bata tune kaise phone kiya.
Mouli: Actually Taani ek jaroori kaam aa gaya hai is liye mujhe nahi lagta ki main aaj party mein aa paungi. Tu party mein akeli chali jaa.
Taani: Ye kya keh rahi hai. Tere bina main vahan par kya karungi, bore ho jaungi. Phi mera bhi jaana cancel.
Mouli: Pagal hai kya, Anurag ko kitna bura lage ga. Acchha theek hai main apna kaam jaldi khatam kar ke aa jaungi. Happy?
Taani: hmmm.. Main tera intazaar karungi.
Mouli: Nahi Taani main late ho jaungi isliye main tujhe direct vahin par milungi.
Taani: Par..
Mouli:Taani!
Taani: Acchha theek hai. Bye.
Mouli: Bye
...
At evening
Taani was getting ready for the party. She was just looking like an angel.
...
At Anurag's house
Robindo: Dada aap kutch tense lag rahe ho?
Anurag: Kutch nahi Robi.
Robindo: Nahi, kutch toh hai.
Anurag told Robindo the entire story(what all Nupur has said to him).
Robindo: Dada aap Nupur ki batan par dhyan mat do. Jahan tak main Taani ko jaanta hoon voh ek bohat acchhi ladki hai..
Anurag: hmm.. Par..
Robindo: Dada mujhe lagta hai ki Taani ke baare mein jo apki feelings hai voh aap ko Taani ko bata deni chahiye.
Anurag(in his mind): Muje lagta hai ki Robi sahi keh raha hai. Aj main Taani ko apne feelings bata dunga.
...
At Night
The clock striked 8. Taani was searching for an auto-rickshaw. When a car stopped inn front of her. A person got down from the car. Taani was shocked to see him.
Voice: Kya hua Taani? Tum mujhe dekh kar itna shock kyun ho gayi?
...