Celebration: Marriage of Dush n Shak 2 Be Continue - Page 15

Created

Last reply

Replies

160

Views

25.1k

Users

5

Likes

168

Frequent Posters

Rituparnaa thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 15 years ago
Oh!!! there are lot many interesting & lovely places to visit in J&K...had we had time then we could have written abt it...but anyways I really appreciate Munir that u've mentioned abt all these places and took DuSha to visit there also...
So r u gonna post Shalimar Garden trip 2moro?
Edited by Rituparnaa - 15 years ago
munyr123 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 15 years ago
Thanks ritu...I am glad that u enjoyed reading.

Here I am posting pictures of Shalimar garden also known as "garden of love"







Rituparnaa thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 15 years ago
Excellent pix Munir...thanks for posting such lovely images and making DuSha trip so beautiful...
sanober. thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Elite Thumbnail + 4
Posted: 15 years ago
guyssssss how u doing?? celebratipn over hui??
Rituparnaa thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 15 years ago
Now DuSha has visited Shalimaar Garden & they were very much impressed by th serene beauty of the garden...and now its time for return to their original state n age as they have already spent so many days in future visiting India's heaven....
Scenes n Conversation of DuSha......
Dush: Shakuntala humen lagta hai ab humen wapas apna rajya lautna chahiye...kyun ke humen bhabishya mein aye hue bahut din ho gaye hein aur humen Maa aur Pitaji ko diye huye bachan ke anusar ab turant Hashthinapur chalna hoga...
Shakuntala: Han Maharaj Dushyant, aap ne bilkul sahi kaha.Ab humen wapas chalna chahiye...lekin Dushyant hum yeh aap se jaroor kehna chahenge ke aap ne humen bhabishya ki in sundar sundar sthanon ka bhraman karake humen bahut hi khushi diya hai aur hum in khubsoorat jagahon ki sundar khyanon ko apni jeevan mein hamesha ke liye sajoke rakhenge..
Dush: Shakuntala hum bhi in khubsoorat jagahon ki khubsoorat yaden khash karke tumhare sath bitaye hue ek ek pal ko kabhi bhul nahin payenge...vivah uprant hamara yeh pehla yatra humen jeevan bhar smaraniya rahega...
Edited by Rituparnaa - 15 years ago
Rituparnaa thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 15 years ago
Aur phir Dushyant ne pyar se Shakuntala ka hath apne hath mein liya aur ankhen band karke punah apne rajya mein jane ke liye mantra path karne lagey...
Phir dekhte hi dekhte kuchh hi khyanon mein DuSha Hashthinapur ki Rajmahal mein wapas aa gaye....
Ab Shakuntala Dushyant ki hath se apna hatha chhudati hai aur kehti hai:
Dushyant chaliye ab humen sab se pehle Maharaj aur Rani maa se milke unka ashirvaad lena chahiye...
Aur Dush is baat se sahmat hote hein...phir dono Maharaj Puru aur Rani Maa se milne unke kamre mein jatey hein...
Aur yun achanak DuSha ko wapas ata dekh dono Maharaj aur Rani maa ascharya bhi hote hein aur bahut khush bhi...
DuSha pehle jake dono ke pair chhun kar pranam karte hein aur Mata Pita ke ashirvaad lete hein...
Edited by Rituparnaa - 15 years ago
munyr123 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 15 years ago
@ ritu...I enjoyed the conversation of dush shak and I will be waiting to read about how they will narrate this unique even to maharaj and maharani..

@ Sano...its not over yet, but it will be over by the end of this month.
Rituparnaa thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 15 years ago
Thanks munir....yes saturday is the last day of this forum.....😔
sanober. thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Elite Thumbnail + 4
Posted: 15 years ago
awww guys dont be sad but every good thing has to be ended one day..:)
Rituparnaa thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 15 years ago
Aur jab DuSha ne Maharaj aur Maharani ki pair chhuyen unka asirvaad lene ke liye toh Maharaj aur rani maa unko pyar se galey laga liya....aur phir maharaj puru ne unhe apne paas bithaya aur puchha :
Dushyant humen asha hai ke aap ka yeh bhabishya yatra bahut safal raha hoga...kya aap humen nahin batayenge ke aap ne is yatra mein kya kya dekha aur jana?
Tab Dushyant bolte hein:
Han pitaji hum abashya aap dono ko apne yatra ki puri kahani batayenge...aur yeh toh aap ne satya hi kaha ke hamara yeh yatra safal raha...humne woh sab dekha aur jana jo bhabishya mein yahan hone vala hai...sabse sundar sthan jammu aur kashmir ka puri bhraman kiya aur wahan se aap sab logon ke liye bahut sare uphaar bhi laye hein...
Aur phir sab log DuSha se unki yatra bibrani sun ne mein magn ho gaye...uske baad Maharaj aur Maharani ne apne uphaar bhi liye aur uphaar ki kushal karigari dekh bahut khush bhi hue....
Edited by Rituparnaa - 15 years ago

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".