trying to do this for the 1st time, so xcuseme if it's not that gud
the episode starts with mansen saying" manasvi aaj tumhare Devar aur bhumika jo pehle is ghar ki naukrani thi aur ab hamare is ghar ki bahu ban chuki hai, unhone bhi jo faisla kiya hai usse zara dekho"the camera is on arjun and bhumi walking inside the house , arjun is holding khushi
mansen says" aaj tumne pehli baar dimaag se kaam liya hai arjun"
arjun replies" baat jab apno ki ho aur apno ki feelings ki ho to faisle dimaag se nahi dil se liye jaate hain aur maine bhi vahi kiya"
kushal mama, mansen and yuvraj leave the house
mansavi runs towards khushi and hugs her . then she takes by her hand and says to every1" aaj se meri beti bhi is ghar ki member hai or something like that"
then manasvi is in her room with khushi and tells her" yeh hamara room hai"
kushi says" satya uncle kab aayenge"
arjun walks in with bhumi behind her(these days she is wearing gud suits) and saya" satya uncle aayenge bahut jaldi, voh bahut dur gaye hai wapas aa jayenge"
khushi: " voh mere liye bahut saare toys laane waale the
arjun: unhone mujhe laane ko kaha tha
khushi: aur chocolates bhi
arjun: haan voh bhi aur satya tumhare uncle nahi hain , papa hain
manasvi tumhari aunty nahi mummy hai
aur satya tumhare
khushi: papa hain mujhe pata hai
bhumi then leaves with khushi to introduce her to every1 in the family
arjun says bhabhi aaj bumika ki zid kaam aa hi gayi usne aaj anaathaalye waloon ko convince kar hi liya khushi ke liye
mansavi says tum dono ne satya ki iccha puri kar kar bahut accha kiya and she stars cryig on his arjun's shoulder
Break
bavri walks in
bhavri: arjun pata hai khushi ke aane se bade dadaji bhi bahut khush hai,
baisa aur dadaji to usse chod hi nahi rahe the
baisa usse kahani suna rahi thi to voh vahi so gayi abhi usse manasvi bhabhi ke paas chod kar aayi hoon
manasvi bhabi ne mujh se maafi mangi apne bure bartaav ke liye
when she is talking arjun keeps looking at her, that was a different look( thoda sa pyaar ke ehsaas hone laga hai shayad)
then she realises that arjun is just looking at her not listening to what she was saying
she asks what happened
he replies that thankyou tumhari wajeh se aaj manasvi bhabhi ko unki khushi mil gayi but bhumi says it was because of you you convinced them
they hug each other and bhumi says aaj bahut dino baadh aaj mujhe is tarah tum se baat karne ka mauka mila hai
arjun says haan aaj bahut dino ke baadh acche se neendh aayegi
par phir kal ek aur tension
bhavri says kal ke liye aaj ko kyun barbaadh karen
he then says kal hamari shaadi ko do mahine pure ho jaayenge
bhavri: arjunji agar aap watch dekhen to do mahine pure ho chuke hain aur teesra mahina shuru ho gaya hai
arjun looks around for a watch
he then says jo mangna hai mango
bhavri: kal ke din suraj ji se koi an ban nahi
arjun: (angry) suraj ji voh kisi manya izzat ke layak nahi hai
bhavri is quite and he looks at her and says sorry
Bhavri: abhi to dinshuru hua hai abhi say sorry
arjun: to main kya tum se ladne ke bahane dhoondhta rehta hoon
bhavri just looks at her pointing a fibger towards him
he laughs
arjun: aaj bhabhi ko khush dekh kar accha laga
bhavri:ek aurat ke liye ma ban na bahut sukh ka ehsaas hota hai aur aaj voh ehsaas mansavi bhabhi ke chere par dikh raha tha
arjun smiles and walks away
bhavri thinks: main bhi ma ban ne ka ehsaas karna chahti hoon
BREAK
keshav and arjun r discussing about why did mansen give permision for khushi's adoption, he could have brought suraj to heritage house without that also , nobody would have stopped him
i think both these things (mansen's permission for khushi's adoption and suraj's adoption by mansen) r related
arjun says agrees
bhumi is thinking
kushal, mansen and yuvraj are talking
yuvraj asks why u had to agree for bringing khushi to this house
he says : suraj ki yahi chahta tha
aur main janta hoon suraj ke is ghar mein aane se sab se zyada tum( yuvraj) hi khush hoge.
aur raha khushi ka sawaal to padi rahegi ghar ke kissi kone mein jaise yeh baaki log pade rehte hai
suraj ko main khudh lene jaaonga aur kal uske swagat ki tayari ho jaani chahiye
Kushal: jija suraj ke aane ke baadh yeh log do mahine to kya ek mahin ya phir pandrah din bhi reh jaaye is ghar mein to bahut abdi baat hai
ab to kanhaiya hi bachaye siddhant ke parivaar ko
bhumi comes doen to the hall and is thinkingabout what keshav said
lord krishna (LK):tum soch rahi ho bhumi jo tumhare bas mein nahi hai kyuni tum dimaag se nahi dil se kaam leti ho
bhumi:arjun aur keshav bhaiya kitna sochte hai main kyunnahi smajh paa rahi
LK:bhagwan ne jo tatvarjun aur keshav ko diya hai voh tumhe bhi diya hai bhumi jise dimaag kehte hain uska istemaal karo
bhumi: kahi suraj ji ne mansavi bhabhi ke liye to nahi yeh sab kiya, par ab mainkya karun , mujhe kuch karna hi hoga
LK:bhumi jo kuch karogi tum hi karogi, yahi tumhari niyati hai
camera freezes on bhumi
PRECAP for Monday:
mansen asks suraj to come to heritage house, suraj enters and says" main is ghar ke sab logon ko batana chahta hoon ki maine satya ki hatya nahi ki"
mansavi and arjun look at him
arjun tells suraj" udhar ki zindagi kab tak jeeoge"
Suraj replies" is udhari mein tum bhi hisedaar ho"