Hoton se choo lo tum, mera geet amar kar do,
ban jaao meet mere, sangeet amar kar do...
And of course
Humne dekhi hai aankhon ki mehakthi kushboo...
haath se chooke isse rishthey ka ilzaam na do
sirf ehsaas hai rooh se mehsoos karo,
pyaar ko pyaar rahne do, koi naam na doo....
humne dekhi hai....
Pyaar koi bol nahi, pyaar awaaz nahi
ek khamoshi hai, sunthi hai kahan karthi hai...
naa yeh bujthi hai na rukhti hai, na tehri hai kahin
noor ki boond hai, sadiyon se baha karthi hai
sirf ehsaas hai, rooh se mehsoos karo
pyaar ko pyaar rehne do, koi naam na do....
Muskarat se khili rehthi hai, aakhon mein kahin
aur palkhon mein ujaale se jhuke rehthe hain
hoont kuch kehthe nahi, par kaapthe hoton pe magar
itne khaamosh se afsaane ruke rehthe hain
sirf ehsaas hai rooh se mehsoos na karo
pyaar ko pyaar hi rehne do, koi naam na do...
The picturisation of the song is not very great, neither is the singing, but the lyrics are haunting.