Shayari Of The Day-Main Kabhi Kabhi

annete thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 11 years ago
#1
Main Kabhi Kabhi

Main uske chehre ko dil se utr deti hoon,
main kabhi kabhi to khud ko bhi maar deti hoom,,,,,

Ye mera haq hai ke main usko thoda dukh bhi doon,
main chahat bhi toh usko beshumar deti hoon,,,,,,,,,

Khafa woh reh nahi sakta lamha bar bhi,
main bohat pehle se usko pukar leti hoon.,,,,,,

Mujhe siwa uske koi bhi kaam nahi soojhta,
woh jo bhi karta hai main hisab leti hoon,,,,,,,,,.


Woh sabhi naaz uthata hai main jo bhi kehti hoon,
woh jo bhi kehta hai main chupke se maan leti hoon.

Internet
Edited by annete - 11 years ago

Created

Last reply

Replies

18

Views

2.3k

Users

6

Likes

77

Frequent Posters

Gul.S_Ef thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
#2
"Woh sabhi naaz uthata hai main jo bhi kehti hoon,
woh jo bhi kehta hai main chupke se maan leti hoon".


loot leya apnay annete my dear 👏👏👏
brilliant lines ❤️


(plz xcuse me for ruining these beautiful lines for Saras aka tony singh 😉

Woh(Saras) sabhi kaam karta hai hum jo like kartey hain,

Ab jo keya hai(kartar singh) chaloo chupke se maan latey hain". 😡
Edited by Gul.S_Ef - 11 years ago
annete thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 11 years ago
#3

Originally posted by: Gul.S_Ef

"Woh sabhi naaz uthata hai main jo bhi kehti hoon,
woh jo bhi kehta hai main chupke se maan leti hoon".



loot leya apnay annete my dear👏👏👏
<font size="2">brilliant</font>lines❤️


<font size="2">(plz xcuse me forruining these beautiful linesfor Saras aka tony singh😉</font>

<font color="#0000ff"><font size="2"> </font>Woh(Saras) sabhi kaam karta haihumjo like kartey hain,</font>

<font color="#0000ff">Ab</font><font color="#0000ff">jo keya hai(</font><font color="#00fff">kartar singh</font><font color="#0000ff">) chaloo chupke se maan latey hain".😡</font>



Waah ,Gul 😆

Mohabbat ko laazim hai awaargi bhi ,
nahi ishq karta asar bethey bethy...
😉
Arshics thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 6
Posted: 11 years ago
#4

Originally posted by: annete



Waah ,Gul 😆

Mohabbat ko laazim hai awaargi bhi ,
nahi ishq karta asar bethey bethy...

😉



bas isi sher ke liye, kartar singh ko maaf kiya

👏
Arshics thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 6
Posted: 11 years ago
#5
Arz kiya hai

Besabr hain tere intezaar main

Deewane hue teri sarees ke pyaar main

Latakte jhatakte lehnge wali se humain bachao

kalika ko bhagao, guman ko jaldi lao
annete thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 11 years ago
#6
Usne kahan...
thak sa gaya hon...
khud ko sabat karte kate
mera tariqe galat ho sakta hai
magar...
mera irade nahi...😎

Mirza Hussain Azam
pasumarthisa thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 11 years ago
#7

Originally posted by: annete

Usne kahan...

thak sa gaya hon...
khud ko sabat karte kate
mera tariqe galat ho sakta hai
magar...
mera irade nahi...😎

Mirza Hussain Azam


Yeh hai na baat.

All shayaris were beautiful.
Arshics thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 6
Posted: 11 years ago
#8

Originally posted by: annete

Usne kahan...

thak sa gaya hon...
khud ko sabat karte kate
mera tariqe galat ho sakta hai
magar...
mera irade nahi...😎

Mirza Hussain Azam


Awesome Anu, senti kar diya,

Sach mein ismain Gautam ka kya kasoor

He has more than proved his sincerity and commitment

By playing even kartar Singh to perfection
annete thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 11 years ago
#9
Junoon ki raah mein sab kuch gawa diya lekin,
Mery shaoor ki awargi nahi jati..
INTERNET

Kartar Singh will make a great story for the grandchildren ... thats it ..😆

pur ab jab bhi izhar ho
chandani raat ho ...

Edited by annete - 11 years ago
Arshics thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 6
Posted: 11 years ago
#10

Originally posted by: annete

Junoon ki raah mein sab kuch gawa diya lekin,

Mery shaoor ki awargi nahi jati..
thats it
INTERNET

Kartar Singh will make a great story for the grandchildren ... thats it ..😆

pur ab jab bhi izhar ho
chandani raat ho ...


Ab jab bhi izhaar ho

Chandni raat ho

Meri baahon ke daayre main simta hua

Teri behekti saanson ka toofan ho

Na tu hosh main no, na Khabar kuch mujhko ho

Aise main, meetha meetha shehed gholti

Meri nas nas mein bijli se daudti, teri awaaz ho

Aur tere 4 lafzon mein chupi Meri kayanat no

Mujhe tumse pyaar hai...

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".