Socha tha ki
Balaa Tali...
Par Phirse wo,
Gale mere padi..
Yun kahoo...
Tali thi na Kabhi...
Jaane kis kheth..
Ki hai mooli...
Talne ka naam ..
le nahi rahi...
Haraaya mujhe hi...
Par khade hai yun hi...
Ki kabhi tho ye bala talegi....
-Sareeta
-Shiv ki dukh bhari, haar ki kahaani, usi ki zubaani! 😆 😆 😆