Koee itna ghatiya, itna ahsan faramosh kaise ho sakta hai...jis aarti ko kisi aur ke liye chod kar chala gaya tha vo bhi tab jab she was pregnent...aur phir bhi vo samne aaee aur usse cancer jaisi beemari se bachaya aaj phir ek baar uski zindagi se har khushi cheena chahta hai...kaise koee itna gir sakta hai...zara bhi sharam nahi aa rahi hai iss PYTHON ko😡😡😡😡😡😡...jis maa ne uski har galti ko maaf karke usse phir se apna liya ussi maa ko dhaka maarte huye hath nahi kaape isske upar se iss ghar par apna haq jata raha hai...sahi kahte hai dikhawa zyada din nahi tikta aur sachaee saamne aa hi jati hai...abhi tak sadhu bankar iss liye baitha tha kyunki koee sath dene wala nahi tha aur ye darpok akele kuch karne ki AUKAT rakhta nahi lekin ab vo devil kaki aa gaee hai tho he is thinking ki ab vo vapas se sab hasil kar lega...par U DIRTY, ROTTEN PYTHON...tu ye bhool raha hai ki ab aarti vo pehle wali aarti nahi rahi...aaj ye yashuu ki aarti hai jo apne yashjiii se be-intehaa pyar karti hai aur apne pyar aur pariwar ke liye kuch bhi kar sakti hai...iss bar vo tujhe aisa maza chakhegi ki tujhe teri asli aukat aur jagah dono pata chal jayegi...aur raha sawal ANSH ka tho vo tho yash ki jaan hai...aur apne bete ko yash kabhi khud se alag nahi hone dega aur vo bhi tere jaise ke liye tho DEFO NAHI...tu bhale hi uska biological baap ho magr ansh ke asli pita sirf yashjiii hai aur hamesha rahenge...ye budiya kaki😡😡 ko bhi yashjiii sahi maza chakhayenge...chahe kuch bhi ho jaye yash will never let aarti aur ansh part away from him aur ab tho aarti ne bhi ye baat clear kar di hai she loves only him(YASH) more than anyone and anything in the whole universe...and yash also loves her madlyyy, bhale hi iss waqt vo usse naraz hai lekin aarti ko python ya uski stupid kaki ke hathon mein nahi sopega...