My Second Post...😊
_______________________________________________________________
Bharosa, Duaa, Wafa, Khwaab,
Ma'an, Mohabbat..!!
Kitney Naamon Main Simtey Ho ..
Sirf Aik Tum...!!!
________________________________________________________
Dedicated to Anya 😭
tum na lautoge kabhi ye mai janta hu...
magar aaj bhi hai mere dil ko tumhara intzar ye bhi manta hu...
tumhare wade jhoth nikale shayad tumhari koi majboori hogi...
magar maine nibhaya apna wada k "tumhare siva aur koi na meri kamzori hogi"
haste hai sab dost mera mzak banate hai...
tum ko mai bhool jau iske liye wo kya kya na sunate hai...
kahte hai ke tumhe koi aur bha gya hoga...
tujhse jyada pyar karne wala koi aur uski zindagi me aagya hoga...
magar mujh pe in sab baato ka kabhi koi asar na padta hai...
tumhari mohabbat pe shak karte huye aaj bhi mera dil darta hai...
tum apni zindagi me jo marzi karo tum pe hamara zor kaisa...
magar ham to chahte the chahte hai aur chahenge ham pe tumhara hak pahle jaisa ha
________________________________________________________________________
Thaam Loun Tera Haath Aur Tujhe Es Dunia Se Dour Le JaonJahan Tujhe Dekhnay Wala Mere Siwa Koi Aur Na Ho.
_______________________________________________________________________
Taare hai anek par aaj hai chand ki baari,
Phool hai kai par woh toh gulab hai humari,
Unki ek muskaan pe kurbaan hai zindagi saari,
Aur unki palko ki chhaon mein hai jannat humari'
_______________________________________________________________________
Marta nahi koi kisi ke bager ye hakikat he zindagi kiLekin sirf saanse lene ko "Jeena to nahi kehte"...
__________________________________________________________________
Aansu ban k tapak rahy han aankhon se rukhsar tak,
.
Kisi ki yaad itna rulaye gi kabhi socha na tha..!!
________________________________________________________________
This is for my Beautiful Angel ⭐️Soumya Seth⭐️
Aap Khud Nahi Janti Aap Kitni Pyari Ho,
Jaan Ho Hamari Par Jaan Se Pyari Ho,
Duriyo Ke HoneY Se Koi Fark Nahi Parta,
Aap Kal Bhi Hamari Thi Or Aaj Bhi Hamari Ho
______________________________________________________________________
Edited by Anya98 - 13 years ago