hii i m talha and this is my first RS on Anya😛😛
RS name is anya in cottage😛😛
now story begins😛😛
anant ,navya,ritz,ranbir aur appy vacations mein ek cottage mein jate hain😛
wahan ja kar lunch karte hain
ritz : mein paani pe kar aati hoon
phir jab ritz nahi ati then
ranbir : mein ritz ko dekh kar aata hoon
phir ranbir bhi jab wapas nahi aata hia to
appy:mein jaoongi
jab appy bhi wapas nahi aati hai
to anant navya pareeshan ho jate hain
anant:navya tum kitchen mein jao mein lounge meon jaata hoon
navya:OK!!
jaise hi navya kitchen mein aur anant lounge mein jaata hai to electricity chali jati
navya cry :anant tum kahan ho ritz,appy aur ranbir kitchne mein nahi hain
anant :mein mein dining room meinhoon wahan aa jao
navya:aati hion wait karo!!
jab navya anant ke pass jati hai to anant candle jalaat hai
anant:navya tum andheree se mat daro electricity aa jayege
navya: woh to theekh hai par baki frnds khan hai chalo mil kar unhe dhondhate hain
ek damm se bijli karakti aur navya dar kr mare anant se chipak jati aur kehti hai
navya:anant mjh se door matt jana
anant:mein tumhe choor kaer kabhi bhi nahi jaoon
To Be Continued...
Edited by Prince_Anant - 13 years ago