adalat main payshi dekhney b aaee theee aur pratgya ke family professer pratgya ke khelaaf baitheee theee
aur arushi khamoshi se dekh rahee theee phir usey pratgya ki baat par yakeen nahi hai jesey pahley nahi tha
aur papa ko b
pratgya ne kitni dafa bola hai ke krihsna behkasoor hai lakin koe faraq nahi hai
saab tanmey ki baat par yakeen kar rahain hain
krishna ko bail nahi mil saki
pata nahi hai indonoo ki kiya story hai
yadav aur krishna ki
krishna ne jatey waqat kaha pratgya se k apni study par concentrate karooo
saaath yeh b bol deta pratgya se toh acha hota
ke pratgya dekh looo tu\mari family mujh par nahi tanmey ki baat par yakeen kar rahain hai
tanmey woh insan jo eik toh unke hi ghar main rahain ta hai upper se arushi ko slap b kiya tha aur mujh se jhoot ola tha ke woh arushi ko khush rakhna chahata hai aur alag hona cha raha hai
aur main ne help karni cha hi lakin phir arushi ne hi mana kar diya is ka toh saaf yeh matlaab yeh huwa na k arushi ki baat tanmey jhoot bol raha tha
aur tumari family ajj phir tum par yakeen nahi kar raheee hai jesey inko aman ki ha baaat par yakeen tha aur tum par nahi wesey hi ajj ink o tanmey par yakeen hai lakin tum aur mujh par nahi hai
shakti pratgya ke saath tha adalaat main acha hai first time shakti pratgya ke saath mil kar kaam kar raha hai
lakin yeh police wala pata nahi hai kioun jhoot b bolta hai aur upper se pechey aesey par gaya hai
shakti ko b dhamkee e dee inspecter ne lakin shakti par is ka koe asar nnahi huwa acha hai
sajjan toh gayab hi hoo chuka hai jaab police ne jhoot kaha tha ke woh station main nahi hai taab sajjan kuch soch raha tha
main samjha tha sajjan kuch karey ga lakin friday ko b woh nahi dekha
just pragya and shakti
is ka matlaab hai sirf pratgya and shakti are trustin krishna
sajjan is silent
pratgya aur krishna ne professer ke liyeh aur arushi ke liyeh buhat kuch kiya lakin inko ki kadar nahi hai pratgya keee kesey uske khelaaf hain
sari family
GH never trust Pratgya