ye pyar jo tum se karta hai - 2
par saamne jab tum aate ho,
o mere saajan, o mere saajan,
mera dil bhi kitna pagal hai
kitna isko samajhata hu,
naadaan hai kuch na samajhata hai,
mera dil bhi kitna pagal hai
har pal mujhko tadpata hai,
is baat ki tumko khabar nahi,
mera dil bhi kitna pagal hai
tab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
dilbar tujhe milne ko kab se tha main bekaraar
ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
dekha hai pehli baar
palkein jhukaun tujhe dil mein basaau
ab bin tere main to kahi chain na paau
tu mera jigar hai tu meri nazar hai
tu meri aarazu tu mera hamsafar hai
dekha hai pehli baar
meri adaaye ye meri jawani
bas tere liye hai ye meri zindagani
tu meri gazal hai tu mera tarana
a teri dhadkanon pe likh du dil ka fasana
dekha hai pehli baar
dekha hai pehli baar jaanam ki aankhon mein pyar
tab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
dilbar tujhe milne ko kab se thi main bekarar
ab ja ke aaya mere bechain dil ko karar
dekha hai pehli baar