Chalo aaj humara topic hai "KISSA DEVGARH KA"😆
My topic not actually about 'kissa...ka' - it was just that i liked this dialogue of jay's brother! My topic is about the dialogues today!
Aaj vaala episode dekhkar ,Uday ke dialogues bohat pasand aaye...let's ponder upon them again😉:
Funny dialogues:
(Uday to Jay)"Humein pata hi nahi tha ki tumhare paas bhi dil hai"
(Uday to Jay)"Gussa karna toh tum dono behnon ki khaandani problem hai 😆"
(Uday to Jay)"Lekin tum kitni bhi koshish kyun na karlo, Manyata ke guusse ka comparison nahi kar paaogi...
...jab voh haath pakadti hai , toh itna kass ke pakadti hai ki agar chhudane jaao toh kharoch lagg jaati hai😆 aur jab kaat ti hai toh khoon hi nikaal deti hai"
Dil ko chhu jaane vaale dialogues:
(Uday to Jay)"Uski aankhein bilkul tumhaare jaisi...bass unmein tej thoda zyada hai,
uski naak bilkul tumhaare jaisi ...bass usmein gussa thoda zyada hai ,
voh sunder bhi bilkul tumhare jitni bass zyada natural"
(Uday to Jay)"bachpan se Hum par sabse pehla hakk uss kamre mein band jungali billi ka hai"
(Uday to Akash)"wow...saccha pyaar?...dil chhu liya tumnein humara..."
Dialogues that burnt my heart:
(Uday to his dad)"Yeh ladki toh sirf ek mohra hai rani takk pauhanchne ka"
Seriously, today I had mixed emotions for Uday...how did you find him today?