File:- Koi nahin hai mera, jab dekho har koi mujhe football ki tarah kick karta rehta hai 😆
Suno maneet ke fans aaj geet ne mujhe kachare mein utha kar penkh diya, batao bhala meri kya
galti thi, meine kya kiya tha, lekin mein geet ki ehsaan mand bhi hu usne mujhe maan se bachaya woh tau har waqt mere upar ki chara rehta hai, meri Izzat luti jaa rahi hoti hai Maan ke bed par par thank god kal jab woh nahane Gaya tha tau geet ne mujhe bacha liya 🤣 🤣, warna mein tau gayi thi Kaam se, geet ke pass tau jaata nahin hai bas mujhse chipka rehta hai haye babaji mujhe bachaiye Maan dust danav se 😆 😆. Lekin aab tau geet ne bhi mera sath chor diya hai 😠😆 Mein kya karu kaha jao plz maneet ke fans aab tum log hi meri help karo, aur yeh cvs inka tau kuch nahin hosakta jab Maan geet se pyari pyari baatein kar raha tha tau meine socha, meri jaan Bach gayi par phir pata Chala ke geet din dehare khawab Dekh rahi thi 😡 😡
I hope yeh dono Mumbai jaaye aur mujhe bhi thora sukun mile 😆 😆 😉
Mujhe tu lagta hai jis tareeke se Maan geet ko ignore kar raha hai kahin woh mujhse shaadi naa karle oh 😲 Nahin nahin babaji aesa mat karna...mujge tu Maan se dar lagne shuru hogaya hai pata nahin kya hoga.. 🤣
No bashing guys this post is just for fun
Sorry agar kisi ko Maan ke baare mein bura laga ho
18