Originally posted by: Chaits_04
My predictionShaayad woh mohan ke help se jaldi chala jaye aur ladki walon ke taraf se shaadi ke kaam me help kare! tho unko ladke wale ke ghar aana jaana rahega. tho navya se miltha rahega aur taiji aur daadi us ladke ko pasand karne lage!! [isiliye tho navya ne kaha tha ki tume mere kanpur wale ghar ke logon ka bhi dil jeethna hai]Jaathe waqt anant navya ko na bataye aur all of a sudden wahan jaaye aur navya ko surprise de!aur first time dekhne se navya sachchi yeh soche ki usne phone na uttaya isliye ananth kanpur agaya... !!