Originally posted by: ranviragini
sadhnaji ko shram nahi ati hai baar baar mafi mangte hua
duk kam kardogi kaisai karogi????sach ki devi banto gayi abkonesa paat padogi aur ranvir bhar ajyega ??????agar court mein na kahaa hota to yeh sab aje nahi hota ranvri jail nahi jata yeh sab samaj nahi ata hai kya sadhna ji ?o god agar veenit aur malti ghar chode ke chalegaye to aur dushmani bhar jayegi sagini ki !!!!!!