Originally posted by: clodpolish
kya gaa rahi thi? "Sar jo tera chakraaye, ya dil dooba jaaye
Aaja pyaare paas hamaare, kaahe ghabraaye.. kaahe ghabraaye" ?😆
phir sey ja ker pehi wali post padho. wahan gana post kiya thhaa😡.....😆
chalo.......mere reading skills ki aisi ki taisi.........aap apne understanding skills theek karo😛....mere kehne ka matlab tha ki ye usool ghar mein follow bhi hote hain ya bus DM mein naam lene ke liye bana diye aur ghar mein in usoolon ka kuch naamon nishan nahin?😆
Marks ka rona tum ro rahey ho to skills ki chinta bhi tum hee karo😛.....waisey....good catch😡
uffffff....phir sey blackmail...😆
wah wah......khoob dil rakhna aata hai aapko.......kisne sikhaya?😆😆
kyoon? tumhey bhi seekhna hai kya😉
ek aur difference hai.....marks non living hain aur aapki betiyaan living....waise kayi aur differences bhi hain......poori list main aapke police thaane bhijwa doonga, wahaan se le lena.......wahaan to aapke chakkar lagte hi rehte honge? hai na?😆
naheen, hamari similarity bas woh hee explanation tak ja ker khatm ho jati hai😛
mujhe to samajh aa gaya.....ki aapke understanding skills tel lagane chale gaye😆😆
chalo. uss sey tumharey marks badhtey ho toh badhwa lena. tumhara bhi bhala ho jayega isi bahaney😉
kya tha wo? namak ka.....blah blah.....uska istemaal karke dekho......ho sakta hai kuch theek ho jaaye😆.....main to ye ummeed karta hoon ki meri is nazar ka agar kuch aappe asar pada to meri nazar ko kisi ki nazar na lage😆
😆😆sab nazar nazar ka sawaal hai - hai na😆 mujh jaisi thhekhi mirchi per namak be-asar hai.
btw - agar meri baat samajh na aaye, to don't worry.....aapke understanding skills abhi tel lagane gaye hain......bas ye statement samajh jaana😆😆
"tel lagane" naheen jatey "tel lene" jatey hain. pehley yeh samjho phir kuchh aur samjhaayo😆