Aaj Maaya ne Kavya ko sab bata Diya aur hug aur kiss ka bhi bata Diya so tabhi i think Kavya ye baat iss week sabko batayegi still Anuj ne Anupama ko kuch nahi bataya par aaj Anupama ne Vanraaj ka proposal Anuj ko bata diya , Anuj ka reaction kuch khaas nahi tha wo bechara khud pareshan hai😆 Ankush aur Anuj ka scene mast tha aaj. Ankush ko laga ki picnic mein Anuj Maaya ke beech kuch hua🤪
30