Nahiiiiiiiiiiii😭

M didi apne kyu kiya aisa😡😭
Ab mai kya karu
Mera pachka kardiya

Forever ke liye ap dono se Katti 😤😤
Mai bilkul nai manunga ab

Massive backlash for Rashmika's hindi in Cocktail. Your thoughts?
Ranveer took home more than 325 crores from Dhurandhar
Leap promo is on tv link added
Your thoughts on Sharvari?
Eetha will triump, Toxic will fizzel out!
So verdicts are not given on domestic net anymore!?
The Mask ~ A Parnavi (Parth-Vaishnavi) Three-Shot ~ Chap 2 on pg 1
Trailer - Baby Do Die Do
Love And War Night Shoot Halted
Nahiiiiiiiiiiii😭

M didi apne kyu kiya aisa😡😭
Ab mai kya karu
Mera pachka kardiya

Forever ke liye ap dono se Katti 😤😤
Mai bilkul nai manunga ab

Itni pyari hai na
Ekdum cute, bacche jaisi pyari smile
kisi ke udhar bijli ho to please yaha bhej do re...😭😭😭🤦♀️
Itna power cut ho rakha hai idhar...😪🤦♀️
Matlab subah 6 ghante nahi thi.. Aur din mai 4 baje gayi to abhi 7 baje aayi hai..🤦♀️😭
Mere phone ka Network bhi chala jaata hai..🤦♀️🤦♀️😤
abe..🤣🤣🤣Originally posted by: BossLady
Yaaaayyyyyyyyy Manasi didi aa gai
Ok bye🤣
Ab aake kya fayda jab mai ja rhi hu😔
Ye second gif kya hai...🤣
sach mai.. Bina drame ke inki shaadi kar do ab bas utna kaafi hai..😪🙏Originally posted by: Manasi_16
Bas unki shaadi karva do bina drame ke....mujhe aur kuch nahi chahiye baba 🙏🙏🙏🙏
Originally posted by: BossLady
Nahiiiiiiiiiiii😭
M didi apne kyu kiya aisa😡😭
Ab mai kya karu
Mera pachka kardiya
Forever ke liye ap dono se Katti 😤😤
Mai bilkul nai manunga ab
Nautanki
sach mai.. Aaj isme saba ki aatma hii ghus gayi hai...🤣🤣Originally posted by: Manasi_16
Yeh Bhavna mein Saba ki aatma aa gayi kya....kya bakwas kar rahi hai
Aaj to isko jo troll kiya hai.. Legit TT walon ne..😂
Ketki ki band baja di hai.. Usko hii tag kiya hai sabne..🤣
Isko bhi hawa mai udne ki aadat ho gayi hai..🤦♀️😂
are ye kya hai.. Kya kar diya vada paav gang ne...🤣
kaha the aap subah se..😒