Originally posted by: Not_James_bond
Hum tum sabko dubake jaayenga par hum na marenga aare maare hamare dushman😏😏😏😂😂😂.
Hum yaahi Beth ka tum sab ka chati pai mung dalenga aur hamari Monu bhi toh hain usko kaisa chodh ka jayenga.🥰🥰🥰😍😍😍
Kya palti maari hai Karan ne..😂