Dev or Sonakshi laptop open karke romance karte hain 😆. Darwaza bhi aksar khula hi rehta hai. Sanjana NE Dev K laptop me camera insert kia or us pagal ko pata bhi ni chala jaise Sanjana janti hai dev laptop open karke romance karta hai and uski romance timing kya hai 😆😆😆