Yeh bandhan toh pyaar ka bandhan haiOriginally posted by: dusk2dawn
Main aur mere bartan aksar yeh baatein karte hai ki main unko na dhoti toh kaisa hota?? š¤£
Aise hi postmortem.. promo decode purana ho gaya⦠so yeh kuch naya..
mara nahi hai promo abhi zinda hai š¤£
Bichare bartan...tumhare bina unka kuch hone se raha
Haaye dara diya...but if its when its alive toh pre-mortem hoga na

