Yeh bandhan toh pyaar ka bandhan haiOriginally posted by: dusk2dawn
Main aur mere bartan aksar yeh baatein karte hai ki main unko na dhoti toh kaisa hota?? 🤣
Aise hi postmortem.. promo decode purana ho gaya… so yeh kuch naya..
mara nahi hai promo abhi zinda hai 🤣
Bichare bartan...tumhare bina unka kuch hone se raha
Haaye dara diya...but if its when its alive toh pre-mortem hoga na

