life enjoy ho jaati agar bon ke saath london jaata bechare innoncetnly kitna kuch kar leta tha table manners pe - candle light dinner, kulfi date night,study date night,proposal scene ho gya,dance bhi karta tha,har vakt haan bondita
bina taar vala judav se bata tha mere dil tum mein hai,coco talks se saath rehta tha,biwi ko mannaana ,biwi ko school le jaana and enjoy karna
gurutav gravitaiton se biwi mein blush klarna, use mooh se sanssar sunna
baarish mein bheegtha tha, har vakt har jagah har sthan pe biwi ko haath pakad ke le jaata tha
ek pal nahi reh paata tha uske bina
ab bade hoke kya karega
saath jaata har pal jeeta uska uski feelins samjho possesive tha bon ke liye kyunki uski wife thi