I feel yeh saki ke paas bahut bada wala secret hai ....
Shayad use prakashi ke shadi ka koi secret pata ho aur woh bhi pur ki tarah jasoosi kar rahi ho aur tabhi prakashi ne use 5 saal bandi bana liya ho.....
Aur abb prakashi ne usse dhamki di ho ki agar muh khola toh mukhi aur baccho ko marenge.....
Prakashi ke shaadi se he yeh bada lafda lagta hai mujheπ³