Rashmi- Sana sach me pyaar me pad gayi hai.
Madhu- Bahar niklegi na to haalat kharab ho jayegi.
Asim - Aisa kuch nahi aisa Paras ke saath bhi karti thi.
Madhu - Itna zyada nahi.
Rashmi - Aaj ki generation ka mujhe samjah nahi aata. Inka to pyaar bhi flip maarta hai.