Jail mein naa Gudiya ki gulabi hout, naa moti moti eyes aur naa hi patli kaamar disturb karegi .
Aaram se "I hate you" ki maal ka jaap kar sakte hai
lekin unhe ye araam manzoor nahi
he wants the disturbance of gulabi hout, badi badi aankhe & patli kamar
uss disturbance ko pane ke liye, policewale pe gun taan ne wale hai 🤣