prolouge
Kabhi kabhi lagta hai maine apna sab kuch kho diya hai.koi rishta nhi bacha ab jeene k liye.sikander ko to mar dia maine or roshni ki maut ka badla bhi le liya hai.ab kya bacha hai meri jindgi mai.q chal rahi hai meri saanse.q lagta hai jaise koi hai jise intzar hai mera .jaise kuch Jane or kuch anjane rishte mujhe awaj de rahe hai.kya karu kuch bhi samajh nahi aa raha.kitni ajeeb bat hai na sabko samjhane wale acp arjun suryakant rawte ko kuch samajh nahi aa raha. Kis raste par ja raha hu mai.
Yuhi chalte chalte arjun ko sadak ke kinare par ek ghar najar ata hai.waha aag lagi hoti hai.arjun daud kar us taraf jata hai waha bed par ek ladki bandhi hui hai.arjun use chuda kar bahar lata hai or use dekh kar chunk jata hai
R I Y A
Character sketch.
Arjun sameer ayesha Chotu shree Liza sakshi and riya (she is alive)
THREAD 3
49