Asad:-Abb main abb ek din bhi wait nahi kar sakta,main unhein aaj ke aaj humaare ghar le jaunga jahan wo belong karti hain.
(On the other side Zoya decided that she'll not go to Asad today after 2 days she'll go because rightnow Ayaans family needed her)
Zoya:-Ayaan jo jaisa ho raha hai hone do.
Ayaan:-Par Zoya aapko bhai jaan ke paas jaana chaahiye,aap yahan ki tension mat lijiye main yahan sab kuch sambhaal lunga.
Zoya:-Nahi Ayaan iss waqt tumhari family ko meri zarurat hai aur waise bhi main doo din baad jaane waali thi toh do din baad hi chali jaaungi.Main Mr.Khan ko mana lungi.
(Humeira n Mumani were getting angry seeing the sudden closenes of Ayaan n Zoya but all of sudden Mumani started smirking devilishly)
Mumani:-Mera kaam abb khud Asad miyan puri karenge mujhe toh kuch karne ki zarurat hi nahi paregi.
Asad:-Main Zoya ko waapis lene aaya hoon.
(Everyone including Zoya was very shocked to see Asad but Ayaan was smiling)
Kaazi:-Waapis lene aae ho matlab dekho agar tumhe maalumaat na ho to main tumhe bata deta hoon Zoya iss ghar ki bahu hai aur Ayaan ki biwi hai.
Asad:- Zoya sirf meri hain aur mere alawa Zoya kisi ki nahi.Zoya chaliye.
Zoya:-Mr.Khan who main...
Asad:-No Zoya meri bhi limit hai bardaasht karne ki jo abb khatm ho chuki hai.
Kaazi:-Tum kisi ki biwi ko haath kaise laga sakte ho.Zoya ka nikaah hua hai Ayaan se.
Asad:-Yeh nikaah nahi tha ek haadsa tha aur jiss nikaah mein larki ki marzi na ho woh nikaah kaise ho sakta hai kaazi sahab.
Shirin:-Asad aapne jab Nikhat nikaah mein madad ki thi toh hamein laga tha shaayad aap badal chuke honge par aapne phir se apne rang dikhaane duru kar diye.Aapko pata bhi hai isseh Nikhat...
Asad:-Isseh uske nikaah pe koi asar nahi hoga aur rahi baat Zoya ko yahan laane ki toh who sab maine kuch waqt ke liye kiya tha sirf Ayaan aur Nikhat ke liye.Main apni mohabbat kisi ko nahi de sakta kyonki main Rashid Ahmed Khan nahi noon jo apne pyaar ko kisi aur ke liye kurbaan kar de.
(Asad went towards Zoya but was again stopped by dadi)
Dadi:-Asad tum ek larki ki marzi ki baat kar rahe ho na toh phiir tab kya hua tha jab tum khud isseh yahan laye the.
Asad:-Kyonki uss waqt main majboor thi warna main kabhi bhi Zoya ko apne dushman ke ghar kabhi nahi lata.Zoya aap...
Kaazi:-Siddqui sahab yeh sab kya ho raha hai.
Gaffur:-Kitne besharam aur begairat insaan ho tum apne hi bhai ki biwi ke baare mein aisa sochte hue.
Asad:-USS waqt aapki sharaafat kahan gayi thi Siddiqui sahab jab aapne meri hone waali biwi koh Ayaan ke liye manga.Aapko toh khush hona chaahiye main aapki beti ko uska haq lauta raha noon.Aur rahi baat sharaafat ki toh usmein aapke pariwar ko koi nahi pachaar sakya hai.
(Asad said this while glaring at Raashid n then hectried to come towards Zoya but again Rashid stopped him)
So hope u like it n wait for the next update.Please don't throw chappals at me if u found it boring.
Your dear writer Diksha aka Sandhirocks lol.
46