Originally posted by: sammie12
andekhi anjaani kya yeh mohabbat hai
milte bichadte dilo ki yeh chahat hain
kyon pyaar ke sab deewaane
jo kho gaya woh hi jaane
baatein kitabo ki
raatein hai khwabo ki
har khwab izhaar hai
kaisa yeh pyaar hai..
kaisa yeh pyaar hai..
wow!!! ye private song of the serial 'kaisa ye pyaar hai' main tho bhool hi gaya thha....tum ne angad aur kirpa ki yaad taaza karwadi yaar....sammo
Hum tumko nigahon mein iss tarah chupalenge
Tum chahe bacho jitna,
hum tumko churalenge hoo
Teri aashiqui mein jaana,
Tere aashiqui mein jaana
duniya bhula denge,
Tum chahe bacho jitna hum tumko churalenge hoo
77