Evidently it was Naina who told Abhimanyu about Dr.Mishra............to matlab Ritu ne Abhimanyu ka naam kis basis par liya?????
Matlab, Abhimanyu ko to Naveen ke case ke baare main Naina se bhi kam pata hai!!!!!! Usse to Raj ke baare main bhi pata kahan tha.............
To is shadyantra ke sutradhaar ke baare main kaise pata hota????
Aur agar Abhimanyu kuch zyaada jante hai...........to ab tak khamosh kyun hai?????