Sumit was lying on his bed. He was bored. He calls Kumkum.
Su : Kumkum….. Kumkummm…
Kk (comes in) : Haan, aapne bulaya?
Su : Haan.
Kk : Kuch kaam tha?
Su : ermm… nahi…. Bas bore ho raha tha, thodi der paas baitho… 😆 😛
Kk : Sumit, aap bhi bachchon jaisi baatein karte hain. Aap jaante hain main neeche kaam kar rahi hun….. aur waise bhi aap ko aaram karna hai. 😊 😳
Su : Kumkum, main pichle 2 dino se aaram hi kar raha hun…. Dekho jab tum beemar thi to bore hui thi naa….. same here. 😛 😆
Kk : Sumit, thodi der aaram kijiye main phir aati hun.
She starts going, when she hears Sumit's voice…
Su : Aaahhhh……..
Kumkum turns and sees that Sumit is sitting with his hand on his stomach… 😕
Kumkum runs towards him and holds him with both hands,
Kk : Kya hua Sumit?........ Sumit……. Kya hua?
Sumit removes his hand and smiles.
Su : Dekha aa gayi na mere paas? 😉
Kumkum without saying anything keeps luking at him. Sumit laughs but then feels that Kumkum is little serious.
Su : Kumkum…
Kk : Sumit, main hun aapke paas ……hamesha…. Aapko kisi bahane ki zarurat nahi. 😳
Sumit luks at her, and they keep luking at each other for sometime.
Then Kumkum luks down.
Su (slowly) : Tum chaho to jaa sakti ho…. Neeche kaam…. 😳 😆
Kumkum stares at him 😆 😆 . Sumit stops speaking.
He luks down innocently. Kumkum too luks the other side.
After sometime, Sumit speaks slowly.
Su (innocently) : Kumkum, jab tum aise ghoor ke dekhti ho darr lagta hai. 😆 😆
Kumkum , on listening this, could not resist smiling. Sumit, too, luks at her and smiles. 😳 😛
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ ~
Sumit somehow, gets up from the bed, holding different things, and tries walking. He could take only few steps and is about to fall but Kumkum holds him.
Kk : Sumit, kya chahiye aapko? Mujhe bulana tha naa… 😳
Su : Kumkum, main kab tak nahi chalunga, koshish kar raha tha chalne ki. Itne din ho gaye. 😛 😆
Kk : Theek hai, to mujhe bulana tha naa….. main help karti.
She helps him walk, they reach the corridor.
Su (luking at her) : Kab tak main apne saare kaam ke liye tum par dependent rahunga… Mujhe khud akele kaam ki aadat honi chahiye 😳 😳
Kk (a little sad, luks at him) : Aisa kyun keh rahe hain aap? 😕
Su (making topic general) : Arey , it's obvious.. ab tum zindagi bhar mere paas to rahogi nahi… kabhi tumhe kisi se pyaar hua to… to tum usse shaadi to karogi hi…. Hai ki nahi….? 😳 😳 😉
Kumkum doesn't answer, instead luks down, and helps him walking.
Su (noticing her facial expressions) : Ab kal ko tum shaadi karke kahin chali jaogi…. To main… khud kaam karna padega naa….. jab tak meri shaadi nahi ho jaati… aur waise bhi kisi par itna dependent nahi hona chahiye…. Jab tak ki wo aapka humsafar na ho…. Kyunki ek humsafar hi hai jo aapka saath kabhi nahi chodta….. Right? 😳 😉 😉
Kk (luking down) : Hmm. 😕
Su : aur waise bhi….
Kk : Achcha ab bohut chal liye….. ab thoda aaram kijiye… mujhe kuch kaam hai…. 😉 😆 😆
Saying this, she brings him back to his room, and makes him sit on the bed, and goes from there.
When she had gone, Sumit smiles. 😳 😳
~~~~~ ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ ~
Pr : Aao na Kumkum, come Sumit.
Prachi welcomes them at Soumy's house. There's a pooja in his house.
Kk : Prachi , saree mein kaafi achchi lag rahi ho.
Pr : Shut up, pata hai…. Poore 2 ghante lage ise pehnane mein. 😆 😆
Kumkum and Sumit smile.
Pr : Aur Sumit, tumhara pair kaisa hai?
Su : Yaar plz…. Ab pair ke baare mein mat poochna….. It's fine now.. 😆 😆 😛
Soumy comes, and they go to sit in the pooja.
So's mother : Kumkum, Soumy aur Prachi tumhare baare mein kaafi baatein karte hain.
Kumkum smiles.
So : Please, sab achchi nahi okk… 😆 😆
They laugh.
So's mother : Kumkum beta, tumne gale mein koi zevar nahi pehna…. Pooja hai, koi chain pehan lo. 😳
Kumkum goes a little away, Prachi comes.
Pr : Kya hua?
Kumkum tells.
Pr : Haan mummy yeh sab maanti hain. Par yahan meri jewellery nahi hai… 😳
Kk : Maine bhi dhyaan nahi diya….
Sumit comes,
Su : Kya hua?
Pr : Kumkum ko koi chain chahiye …. 😛
Su : Kyun?
Pr : Usse phansi lagani hai….. 😆 😆
Su : What?
Pr : Stupid, then let me complete. 😆 😛
Prachi tells Sumit, then she is called for some work, she goes.
Kk : Ek kaam kariye, main pooja mein nahi baithti. 😳
Su : Arey nahi….. Ek kaam karo… meri chain pehan lo… patli si hai. 😳 😉
Kk : Nahi ….. main aapki …..
Su : Hamesha ke liye nahi de raha….. Sirf pooja ke liye…. Lo. 😆 😉
He takes out his chain and makes her wear.
Then , he brings her hair infront and bends nearer to tighten the chain with his mouth. 😳
Kumkum closes her eyes.
Sumit, the moves away , after closing.
Su : Ho gaya….
Kk : Thanks.
Then they go for pooja. 😊 😊