Special Part 13 - Honeymoon Day 3!!!
Sumit and Kumkum are shopping, Sumit is in the ladies section shopping for Kumkum and Kumkum is in the males looking at clothes for Sumit. Finally they both find some clothes and meet each other, Kumkum shows Sumit some jeans and shirt
Sumit - wow lovely
Kumkum - tum dhikao kya laye ho mere liye
Sumit - dhikaoon?
Kumkum - haan abhi
Sumit - pukka?
Kumkum - haan baba dhikao
Sumit - pehle promise karo ke jo kapre laya hoon voh tum pehnlo gi
Kumkum - yeh kaisi baat hui....dhikao Sumit
Sumit looks at Kumkum then reaches into the bag, as soon as Kumkums eyes fall onto the clothes her face falls, she gets angry
Sumit - kya hua
Kumkum - yeh kaun se kapre hai!
Sumit - kya.....sirf skirts and sleevless tops hai
Kumkum - tum jante ho ke main yeh kapre nahin pehne gi aur tum jante hue lekar aage
Sumit - ab main kya karoon yahan saree blouse nahin hai tho jo mujhe acha lage main lekar aaya
Kumkum - agar saree blouse nahin milte tho kuch dang se kapre le aate na..koi kaam nahin kar sakte tum
Sumit - ab is mein naraz hone ki kya baat hai
Kumkum - tum na.....youre unbelivable!
Sumit looks around and sees people staring at them
Sumit - Kumkum shant hojao log dhek rahe hai...kya kahega
Kumkum - dhekne do....mujhe koi fark nahin parta
Kumkum looks at Sumit and walks off
Sumit - baap re....kitna gusaah.....kuch kar Sumit beta varna Kumkum humhari honeymoon koi yahin katam karde gi
He thinks for a while, then has an idea and goes from there. He reaches the hotel and finds Kumkum sitting on the bed looking angry, he goes towards her but she gets up from the bed and goes towards the window.
He comes behind and begins to sing Aap Ki Khatir from Aap Ki Khatir
aap ki khatir mere dil ka jahan hai hazir
aap ki khatir mere dil ka jahan hai hazir
apne saare armaan
apne saare armaan
kardoon mein zahir
kardoon main zahir
aap ki khatir mere dil ka jahan hai hazir
apne saare armaan kardoon mein zahir
kardoon mein zahir
(Kumkum walks away from him into the hallway, he follows)
ishq bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahin
yeh tho hai silsila cheno sukoon ka
dil ke junoon ka aafaree
ishq bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahin
yeh tho hai silsila cheno sukoon ka
dil ke junoon ka aafaree
aapki baaton se mulaqaton se kayalon se
hua main hua bada hi muthasir
aap ki khatir mere dil ka jahan hai hazir
apne saare armaan kardoon mein zahir
kardoon mein zahir
(They reach outside the hotel and Sumit follows Kumkum towards a park, she sits on the bench, Sumit comes there and dances in front of her, he turns around and she smiles behind his back)
aap ki....aap ki
khatir...khatir
aap ki....aap ki
khatir...khatir
kabhi kabhi tho hoti hai yahan mukumal aashiqui
kahee karvatein legi yeh zindagi
badalne na nazar aap ki
kabhi kabhi tho hoti hai yahan mukumal aashiqui
kahee karvatein legi yeh zindagi
badalne na nazar aap ki
aapko baatoon kaise yaaran samjaoon
aisa saath aisa milega na fhir
aap ki khatir mere dil ka jahan hai hazir
apne saare armaan kardoon mein zahir
kardoon mein zahir
(Kumkum laughs and dances with Sumit)
aap ki khatir mere dil ka jahan hai hazir
apne saare armaan kardoon mein zahir
kardoon mein zahir
They both start laughing and walk together back to the hotel. When they get there Sumit gives Kumkum a bag
Kumkum - yeh kya hai?
Sumit - khol kar dheko
Kumkum looks in the bag and finds a gift, she opens the gift and finds some jeans and a fully sleeved top, she smiles at him
Kumkum - yeh tum kab laye?
Sumit - yeh tho main pehle hi lekar aaya tha....voh jo kapre maine tumhe dikhaye voh tho maine jaan bujkar tumhe satane ko lekar aaya tha
Kumkum - Sumit tum na! theyre beautiful
Sumit - ab jao aur isse pehno
Kumkum - kyun? bahar jaana hai?
Sumit - haan hum dono ek boat ride par jaa rahe hai
Kumkum - wow boat ride, acha tehro main aati hoon
1 hour later Kumkum and Sumit leave the hotel and make their way to the a lake, someone is waiting for them, Sumit shows them the booking and they sit in the boat
Kumkum - tum din bar din bohat romantic hote ja rahe ho
Sumit (smiles) - voh tho main hoon...because i love you so much
Kumkum (smiles) - i love you too
As they are in the boat, the song Janeman plays from Aryan
sajaan ghar aana tha, sajaan ghar aaye hain
sajaan ghar aana tha, sajaan ghar aaye hain
piya maan bana tha, piya maan baye tum
har khushi hai ab tumhari mujhe dhedo gham
jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman
sajaan ghar aana tha, sajaan ghar aaye tum
piya maan bana tha, piya maan baye tum
har khushi hai ab tumhari mujhe dhedo gham
jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman
zindagi mein aaye tum chahton ke raaste
zindagi mein aaye tum chahton ke raaste
kaash yeh raaste sanam kat jaye haaste haaste
sone dil daran tere pyaar tho main variyan
meriyan duhavan tenu lagjaan saariyan
chand ho tum chandini se bheega jaaye maan
jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman
khwaabon ki is ghar ki khair kari oh rabaa
khwaabon ki is ghar ki khair kari oh rabaa
door rahe khalesh or vair kari oh rabaa
naazon se bari maine kari hai tayariyan
din raat pyaar diyan nazaran uthariyan
yeh mohobbat hai ibadat kabhi hona kaam
jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman
aahgosh mein meri zulf sanjaoon teri
chahat ke rangon se main maang sajadoon teri
mahiya ve aaj mainu ave kyun lagda
aashiq je saacha hove roop honda raab da
hum yaha hai tum yahan ho hone do milan
jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman
jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman
Kumkum and Sumit finish the boat ride and go back to the hotel, have dinner and fall asleep.
To Be Continued
Honeymoon Day 4....in part 14