Chapter- Three
Dixit House
Dev returned his home. There was nobody in the hall. Dev asked bhola and came to know that Aayan and Nikki are in Aayan's friend's home to celebrate 31st night. Dev got fresh and after sometimr he went to the dining room. Here Neha was sitting. Dev sat beside her.
Dev: Maa kaha hain?
Neha: Woh apne kamre mein kharahi hain.
Dev: Acha. Tera kaam kaisa chal raha hain?
Neha: Bure chalne ki koyi wajah toh nahi hain, achhai chal raha hoga.
Dev: Main to genuinly puchh raha tha.
Bhola sreved them dinner.
Dev: Areh Neha, tu itna sa khayegi kya? Thik se khayal rakkha kar apna.
Neha: Mujhe kitna khana chaiye woh bhi aap hi batayenge? Main aapna khayal khud rakh sakti hoon bhai. Bhola bhaia, aap mera khana bhi andaar bhej dena.
Saying so Neha went to his room. Dev was eating silenty. There became whole silence. The silence of Dev's silent cry...
Chandi Nivaas
Sona reached home and saw mama waiting for her.
Sona: Mama, aaj aap itna jaldi aagaye?
Mama: Ha, kuch khaas kam nahi tha, toh aageya.
Sona: Aap bas 10 minuite betho main fresh hoke khana laga deti hoon.
Mama: Khana maine garam kar diya. Tera hi intezaar kar raha tha. Tu fresh hoke aa, sath mein khate hain.
Sona: ok, main bas abhi ayi.
After getting fresh, Sona and Mama were taking dinner and talking. Finishing the dinner, Sona gave mama his medicines and she also took her medicines.
Mama: Ab jaldi so jaa. Kal doctor ke sath tera appoinment bhi hain na.
Sona: Ha, mujhe yaad hain. Bas kuch kaam karna hain, uske bad so jaongi.
Mama: Toh so jana jaldi. Good night.
Sona: Good night.
Completing her work, Sona moved to the window of her room. Cold air was blowing outside. Sona was shivering at this. She was thinking...
Sona(in mind): Kitna shant hain mausam. Bohot andhera hain, bahar. Lekin chand ki thodisi roshni uss andhere ko phika kar diya. Bas tere jindagi mein hi roshni ki kami hain, Sona. Kaha se kaha chali gayi jindagi. Sab kuch badal gaya, phirbi kuch nahi badla. Socha tha jyada din mujhe aise jeena nahi hoga. Koyi to ayega, jo mera haath tham lega. Mujhe phirse jeena sikhayega. Lekin ab phirse wahi andhera chha gaya. Ab to jeene ki ummeed bhi kho chuki hoon. Kal doctor ke saath appoinment hain. Kya hoga doctor se milke? Marna toh hogahi, phirbi shayad kahin na koyi ummeed hain...
Kal naya saal shuru hoga. Lekin mein shayad wahi rahoongi. Andhere se roshni mein aane ki koushish, aur phir andhere mein gir jana... Kash, mere liye bhi naya subah hota...
Sona was tired. She came to the bed and slept soon. The light of her room was still on.
Dixit House
Here Dev was also by the side of window. He was also touching by the season.
Dev(in mind): Kya chand? Haas rahe ho ya ro rahe ho? Rona mat, kal naya saal hain na. Dekho, main bilkul bhi nahi ro raha. Jindagi kitni mushkil hain na. Hum jo chahte hain wohi hume mushkilse milti hain. Kehte hain har pal jindagi aapna rang badalti hain. Toh mere jindagi ka rang kyun nahi badalta?? Parlikh ke ek doctor toh ban gaya. Lekin aaj bhi wahi hoon, jaha pehle tha. Camyabi mere jindagi ki dukh ko chhupa nahi paya. Ek chhoti si nadani ne mujhse meri papa, meri jindagi, mera hasta-khilta parivaar chhin liya. Maine sab kuch kho diya. Pata nahi mujhe kabhi bhi khoya hua sab kuch milega bhi nahi. Kab tak yeh bojh aapne kandhe pe ghumoonga..? Mere saare dukh dard share karne ke liye bas tuhi hain(looking at the moon). Maine ab tak ummeed nahi chhodhi, shayad sab thik ho jayega. Phirbi darr lagta hain, kahin maa ke pyar ke bina yeh jindagi na guzr jai.. Kitna pyar karti thi na maa!! Aur ab..
Kal se naya saal shuru hoga. Naya subah, naya suraj- sab kuch naye se shuru hoga. I just hope mere jindagi ka bhi naya shruwat ho jay..
Aayan called Dev.
Dev: Ha bol.
Aayan: Bhaia.. 12 baj gaye. Happy New Year!
Dev: Happy New Year.
Aayan: Bhaia, hold karo. Nikki ko bulata hoon.
Nikki: Happy New Year, bhaia.
Dev: Happy New Year, pagal.
Nikki: Bhaia, maa aur didi aur ha bhola bhaiya ko bhi bulaao na. Unko bhi wish karna hain.
Dev: Woh log to so gaye.
Nikki: Bad luck. Anyway, bye Bhaia.
Dev: Bye. Party enjoy karna.
Nikki and Aayan: Obviously, bhaia...
Dev: Bye.
N&A: Bye. Dev went to the window.
Dev(to the moon): Mere dost chandni ji.. Happy New Year
Author's Note: So bye friends. Good night. And pray for Dev & Sona so that their wish can fulfill.