wo jo dil main tera maqam
kisi aur ko wo dia nahin wo jo rishta tujh se hai ban gaya kisi aur sai wo bana nahin wo jo pyar tujh sai hai ho gaya kisi aur sai wo huwa nahin wo jo raz tujhse keh dia kisi aur se wo kaha nahin wo jo sukh mila teri zaat sai kisi aur sai wo mila nahin to masa hai ankhon main jis tarahn koi aur us main basa nahin! to huwa hai jitna kareeb tar
koi aur itna huwa nahin
tera nam dil main hai jis tarahn harshiti
koi nam aisay likha nahin!
⭐️
harshiti :-
tarasti ankhon ki pyas ho tum
tarabtay dil ki ass ho tum
bujhti zidagi ki sans ho tum
phir kaisay na yaad karain tujhe har roz
keh jab itnay khas ho tum ..........
⭐️
kuch nahin magar meri zindagi main tum ho
arzoo jutajo meri bandagi tum ho
bhool jaon yeh tum nai soch lia kaisay
meri har nazar meri har dua main tum ho
badal bhi daloon main khud ko lakin
meray har khayal meray har soch main tum ho
chahoon magar na chahoon teray siva kisi ko
meri pehli mohabbat aur akhri mohabbat tum ho
chor saktay nahin tum ko isiliye!
ajj meray ass pass tum ho
meri har sans tumharay liye , dil har dharkan main tum ho....
THIS IS TRUE HARSHITI FANS FEELING FOR HARSHITI❤️❤️
Edited by masakaliplus - 14 years ago