Ok back on topic...the dialogs about husband wife relationship actually reminded me of Ryka's post that she made in the early days of Michi about how they come together to make a whole. I did send that thread to Shabbo and what if the decreatives are roaming around the forum. I really don't mind if they take our ideas cuase our ideas are far better than theirs. But hearing those dialogs actually (i had closed my eyes for a bit because i wanted to imagine Milind's Prachi saying all of it and no Panchi Dasgupta)..it was nice to hear and it was true of Michi relationship. Thats how Michi became Michi.
Voh shaadiyan kaamyaab nahi hoti jahaan pehle din hi sab kuch mil jaaye.
Balki voh shaadiyan kaamyaab hoti hai jahaan do long mikar sab kuch paa lete hain.
Ek achche rishte ki pehli shart yeh hoti hai ki usme koi shart nahi hoti
Ek rishta kaamyaab tab hota hai jab aap apne saathi ke khoobiyon ke saath saath uske khamiyon se bhi pyar karne lago...
Pati Patni ke rishte mein poornta nahi dekhi jaati.
Balki voh milka ek dusre ko poora banaate hain
(flashback to the moonlight vows scn)
Ek ke sapno ko doosra zameen deta hai
Toh ek ke dard ko doosra apna leta hai
(flashback "mere dil se poocho" scn)😠(boohoo i miss MICHI too much...kill me now).
ek ki khushiyon ko doosra panah deta hai (or badaa deta hai)
(Michi hug on terrace)
(ok munee this is your dialog)
kehne ko toh yeh bandhan 7 pheron ka hota hai
Lekin isse poora karta hai zindagi bhar ka saath.
Yeh rishta voh nahi hota jahaan do parivaar ya do naam jud jaaye
Balki voh hota hai jisme ek dooser ke sapne, sukhdukh, unki manzile aur raaste sab jud jaate hai (more Michi flashbackðŸ˜)