Originally posted by: maha khan
yaar me to we want our old sweet prerna back but guyz i think that was the past jo ab beet chuka hai
ha maha aab jo beet gaya woo beeta hai usko koi nahin badal sakta lekin meri jaan hope 4 da best shayd fir se anu n prerna ki shaadi hoo jaye😃
ye kzk hai kuch bhi hoo saktaa hai kabhi bhi😆