ok guys as u say i,will continue but as kyy is finished m not in a mood so enjoy this ff
Part6
(Nandini was enjoying in the rain when someone taps her shoulder and she sees manik there with umbrella and she looks him from down to bottom he was dry and became confused and ask him)
Nandini: manik tum itni jaldi dry kaise hogaye aur yeh umbrella tum kaha se laye
Manik(in confused tone): yeh kya keheri ho nandini tum thik toh kya ulta sida bak ri ho mein toh tumhare samne hi andar gaya tha aur wahi se yeh umbrella le aaya ki tum bimar Napa zau par tum kya kehari ho mujhe kuch samaj nahi aara hain
Nandini: are par tum todhi dher pehele hi toh yaha they rain mein khelra bacho ke sath sath dance kare they aur mere liye gaana gare they naa (she says innocently)
Manik: kaha hein bache aur meine kab tumhare liye ganna gaya tum kya mujhe ganna gatey huai imagine karihi thi
Nandini: are yehi pe hein bache (turns around but sees noone) kaha gaye yeh (scratching her head in confused manner)
Manik: wo log toh kab ke chale gaye aur tum yaha akele pani mein pagalo ki tarha khel rahi thi waise tum kya mujhe sacheme imagine karahi thi kyu mujhe itna miss kiya ki mujhe dekhne lagae(he asked in teasing tone)
Nandini was speech less she lower her eyes as she cannot met look into her eyes she was in deep thought that she was actually hallucinating about manik and she remembers that their imagery rain dance and blood rushes into her cheeks and it turns red and butterflies are doing salsa in her stomach she was confused with her this behavior but but she was feeling too gud abt this new feeling she zst want to have this feeling whole lyf.
She was still in her deep thought when manik traces his finger in front of her and broke her trance
Manik:o hello madam kaha kho gayi tum sachme thik ho naa (touches her forehead ) yaa phir tumhe doc chahiye dimag kaa (says sarcastically) tumhe raat bhar yehi kadha rehena hain yaa ghar bhi janna hain chalo mein tumhe drop kardungaa
Nandini(sadly):hmm ok (but don't want to go home she wants to be with him)
Manik:ok tum ruko mein gadi leke aata huh (leaves from there)
Nandini(self talk): mujhe ghar nahi janna mujhe manik ke sath rukna hain pata nahi uske saath mujhe aacha lagra hain uff tu yeh kya keheri hain manik sach kehera thaa dimag tera kharab hogaya az tu ghar jake aaram kar
( her thoughts were broken by manik car horn and,she quickly sit in the car. all the way she was quite fighting with heart and mind and stealing glances of manik and smiling idiotically. Manik phone rings and,a small smile crept on his face its was is mom phone and put the mobile in speaker as he was driving car)
Manik: maa tusi kese ho
Manik mom: mein changi bhala puttar tu das
Manik: tusi ne phone kiya toh mein aur bhi changa ( Nandini was smiling listening mother son conversation)
Manik mom(excitedly): tenu ek gud news dene de vaste call kiya
Manik: kaisi gud news maa
Manik mom: tenu woh delhi wale mr aahuja yaa d hain puttar
Manik: haan maa mein unhe kaise bhul sakta huh hamhare neighbors naa jab ham uha rehete they
Manik mom: haan wohi puttar unki beti hein na priya jise tu bohat pasand karta tha aur jab tu 10 saal ka mr ahuja se jaake kahatha tu usse shaadi karna chata tha jab wo delhi chodke bahar padne jaari thi
(By listening this her smiles faded away as she dont no but she wasn't feeling nice)
Manik (laughingly): haan unhone mujhe ped pe ulta latkaya thaa
Manik mom: haan toh usi priya ka rista aaya tere liye
( with a jerk he stopped the car and shouts)
Manik(shocked): whattt? ( now Nandini was numb and verge of crying she turns around face as her eyes became moist and manik was also feeling as he was betraying someone)
yeh ki kehere ho tusi
Manik mom: ki hoya puttar tu chila kyu raha tenu woh toh bohat pasand thi naa aur priya bhi tenu bohat pasand karti hain puttar bachpan se usne hi apne papa ko manaya hain
Manik(compose and reply and calm tone): maa uo sab bachpana thaa mein ab uske liye kuch feel nahi karta
Manik mom: par puttar usme kya burai hain waise bhi teri shadi ki umar hogae toh problem ki hain tu kisi aur pyaar karta hain
Manik: nahi maa mein kisi se pyaar nahi karta or mujhe abhi kisise sadhi nahi karni hain phele mein apni identity banna chata huh phir bakki sab
Manik mom: thik hain puttar mein tujhe se zabardasti nahi karuni gi mein unhe mana kar deti huh
Manik: thank u mom acha mein baad mein call karta huh mein abhi gaadi chalara huh
Manik mom: acha puttar apna rakhna
Manik: aur aap bhi
( he hungs up the call but he was feeling both heavy and lite and now by cancellation of this marriage nandini was taken sigh of relief but she was confused y she was feeling bad and manik had an sudden urge of feeling gulity and want to say sorry to her.
He stops the car in front of her house. she quitely get out of the car when manik grabs her wrist when a current passes in her spine and turns around and ask)
Nandini: what happened Manik?
Manik:woh Nandini ( but he couldn't find any words to say he didn't know y but she wants to say sorry)
Nandini: haan bolo manik
Manik: woh mein tumhe sorry bolna chata huh I m sorry
Nandini(little surprised): kyu manik y sry
Manik: pata nahi bass ese hi mujhe laga tumhe bura laga maa ne jo kaha(he said in low tone )
Nandini (was taken aback that how did he know)
Manik: nandini mein khud nahi janta par mujhe laga tumhe bura laga par mein kohi guilt nahi rakhna nahi chata aur ye shadi ki baat jo hain kuch pal ke esa laga ki kuch loose hora hain mujhse but i don't know mein ye sab mein tumhe kyu kehera huh but kehena zaruri tha az meine tumhe zana tum bohat achi ho bilkul ek bacchi ki tarha aur us bacho zaisa dil mein dukhana nahi chahata i start to care for u (he said looking in,her eyes)
Nandini was looking blankly to him she is feeling in 7th sky
Manik(not getting rply from her): kuch nahi kehena tumhe
(what she did made him freeze in place)
(She was so happy that she couldn't express her happiness so she kissed manik cheeks and runs out of car and goes inside the house leaving a shocked manik behind)
phew guys plz comment ok then only i will post nxt update so comments fully