19th February - 2004
The serial started with a very boring Cg telling all bakwas abt his son...how could a father be so.....he says mai ne sapne mein bhi nahi socha tha ke mera apna khoon paniban jayega,he says sujal is very stubborn & he willtry harm us&we should stop him(we&us....)enters piyush & kashish after the machine deal(jale bhunese)
P:aap bilkul theek keh rahe hai uncle
L iyush beta,humara maqsad haiapna nuksan kam karna na ki sujal ko nuksan pahonchana"(listen CG)
P:aap fikar mat kijiye papa ,mai aapki baat yaad rakhunga"
vasu iyush tumapne papa ki baat yaad rakh rahe ho,leki meri baat bhi yaad rakhna,....kashish ne apne sapne ko pura karne ke liye...hum sab ko pareshani mein dala hai. isliye yeh waqt sapne ko pura karne ka nahi balke nuksan pura karne ka hai.
'P tries to defend her wife by saying we all know she wrked hard,its not her fault.
Lalit supports him byby saying that there was no fault in her business plans.But vasu shuts every1s mouth by saying,that u all r forgetting that we are neither used to loosing nor repenting...
Piyush is upset &thinking something,K asks him wat is he thinking. .he says i coul not fulfillyour dream&over that every1 is blaming you for that.K console himby saying he need not feel guilty for that,that u did alot to realize my dream,that is enough for me...
P:lekin K jab koi sapna adhoore mein toote to zindagi adhoori lagti hai,
Kpata hai piyush,mai ne hamesha logon ki achchaiyon mein yakeen kiya zindagi ke is mod pe aakar mera woh yakeen tootne laga, lekin aapne meri zindagi mein aakar us yakeen ko tootne se bacha liya ,isliye sapna adhoora tootne ke baaad bhimujhe zindagi adhoori nahi lagti hai ,aur jaante hai kyon piyush ,kyonki hamne sapna khokar hi ek doosre ko paya hai.aur mai is haqeeqat se bahut khush hoon piyush,haan piyush ab yeh haqeeqat sapno se zyaada khoobsurat hai piyush,aur aajmaiyeh haqeeqat ko celebrate karna chati hoon piyush.chalo kahin bahar chalte hai
Archie is sitting on the frontseat with sujal ..driving out....archie is very happy(oOOHLALALA)cos they are goig out together aftera long time.,suddemly sujal increse the speed of the car& archie is scared
A:sujal lya hogaya tumhe,tumitna fast drve kyon kat rahe ho?
S:kyon dar gayi?
A:haan zara sa
S:archie gaadi ki raftar,kitni bhi tez hogaadi ko control karna aana chahiye ,theek zindagi ki tareh
A :matlab
S: matlab bilkul seedha hai ,gaaadi ki raftar chahe kitni bhi tez ho ,use kab ,kahan kaise,kabu mein lan ahi woh pata hona chahiye.(suddenly archie realizes that they had to turn left but sujal,is driving straight)sujal restaurant wahan hai
S:lekin manzil mere age hai....archie tumchati thi na humapni jeet ko celebrate kare to aaj hum apni jeet ko celebrate karenge ,aur wo bhi apne dushman ke saath
Both sujal& piyush car stopps one beside the otherPiyush & kashish are very happy looking at each other,when pyush notices sujal in the next car his smile gets lost... kashish follows his gaze & turns....& her smile also lost.
kashish &piyush are sitting at a table .but looked quiet upset jst trying to dress themselves witha smile.Sujal also enters with archie & piyush is giving him an angry look. but archie is very upset& looks confused with sujal's behavior. he is really unbelievable
Sujal comes to their table & archie is getting more & more scared&insecured
S:hi piyush!(one look at K&) mai disturb to nahi kar raha. achcha yaaad hai,kuch din pehle tum bahut khush the apni naye drink ki launch ko lekar,aur tumhare kehne par mai tumhari khushi mein sharik bhi hua tha,lekin uske baad sabkuch ulat pulat ho gaya,aur aaj meri baari hai khushiyanmanane ki aur mai chahta hoon tumbhi meri khushyon mein sharik ho